Ashaar On Intizaar

Re: Ashaar On Intizaar

Hum Bawafa the, Isliye Nazron se gir gaye,
Shaayad unhe Talash kisi Bewafaa ki thi..

Bewafa sanam ko marhum lagane hum gaye
marhum ki kasam marhum na mila mar-hum gaye