lo aik saal or judai main katt gia
Eastern thoughts nice ![]()
ayman jo hukam :halo:
azadgood yaar ![]()
Me late?
![]()
Eid ai hay zamanay maiN
Sohail gir paRa ghusal khanay maiN
![]()
J\k
Ho ziyarat say mehroom eid kay
din bhi na tum aa sako gay
tum bin eid ka kiya maza goya
hum bhi eid na mana sakaiN gay
HappY EiD Sohail..![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
lo aik saal or judai main katt gia
[/QUOTE]
Ajj pehli baar ap ki baat dill ko lagi hay!.....
:p
sab mujhe bathroom mein kyon gira rahey hain
kahin aur gira do bahi :halo:
Swera Aapko bhi Eid Mubarak ![]()
p.s. very nice sher :k:
Eid ka chand dekh kar jo mila usi ko choom liya
Nahi maloom ras kay manay jisay
Hum nay us ras bhari koo choom liya
Phool say nachtay hain hooontoon par
Jasay such much kisi ko choom liya
^^ :k:
Hehe, or kis nay giraya?
Khair Mubarak..![]()
:halo:
Awww........Sorry...:D
No problemo :rotato:
p.s. Eid guzar bhi gayi ![]()