Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
mai kaun hota hoon kuch kehnay wala

nahin nahin
..iss baat par bhi eteraz karlayn
…shauq poora karlayn apna ![]()
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
ab magnayn Allah say aap reham ![]()
![]()
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
hahahahah acha to masi musseebatein ki trah sar q peet rahay hain?
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
![]()
shouq mera poor ho geya hai is thread mai
mai kissi aur thread mai jaa ker poora ker loun ghi baad mai
reham kiya mangoun
actually compliment hai keh mujhe itna mature samja geya keh mujhe aunty kah geya :halo:
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
fuzool shauq ![]()
sahi baat hay chachi ![]()
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
maasi museebatain aap ka dosra nick hay kya
?
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
acha ab decide ker lo
keh mai phupo houn yah khala
mai mami yah chachi nehi ban sakti kyun keh abhi shaadi nehi huwi meri ![]()
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
mayn toh aewaen kehta hon :halo:
warna kaun aap ko phopo khala mami chachi banaye :halo:
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
Ufffffffffffffff Foooooooooooooo Koi hamein btaye ga yeh kia ho raha hai tauba ahi kuch smajh anhi a arahi/?
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
Gumnaam ji
aap esi jagaa mai aa chuki hian keh yahaan koi bhi topic topic per nehi rehta
aap hian CAFE mai,
cafe mai gupshup chalti hai, aur moj mastian
ab aap bhi enjoy kerein :D
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
Durr fitteh mounh!! ![]()
bhudde log ulti batein kerte rehta ain
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
2 goli dispirin :halo:
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
fit hay moonh :roman:
baat ulti ho keh seedhi…sach hay :halo:
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
![]()
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
shabash aunty…2 chapati jaldi say plz..aik dam gol plz :halo:
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
tum esai kero mere pyaare seh nephew keh jao bahir aur sarak paar kero, magar idher udher nah dekhna par kerte vakt
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
Oh Allah Tauba hai yeh kia ho raha hai jo ham reply detay hain us k 2 min baad he dher saray replies smajh nahi aati kaun kis s ekia keh raha hai aur masi museebate hamaar dusra name nahi hai bagar billay
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
abhi toh yahaan nai naweli aie ho
fikr nah kero humari terha seekh jao ghi :D
Re: As Salam-o-Alaykum Warehmatu Allah wabrkato hu
khushamdaid
gumnaam jee jub app nay apnay baray main agay peechay sara nasab bata diya to naam chupanay main kia raz hay ?
saaf chuptay bhi nahi or saamnay atay bhi nahi
khair maini kon sa app ka nic banan hay jo nam pata pochoon
ab app aa he gayeen hain to phir dil bhi bara rakheye ga yahan looon kay mizaj badltay hain musmoon ki terah
ik reply main ager phool diya hay to aglay reply main mukka bhi mil jata hay
kion k is terah to hota hay is terah ka kamoon main
ab dekheye agay hota hay kia kia