for u
na tum roof per climb kerti na main deewana hota na tum pather marti na main kana hota ![]()
for u
na tum roof per climb kerti na main deewana hota na tum pather marti na main kana hota ![]()
Re: Arz Kiya hai…
^^ ![]()
OMG Sheen you are just hilarious ![]()
Re: Arz Kiya hai…
hasnai kai ilawa koch ARZ bhi karoo:naraz:
Re: Arz Kiya hai...
masoom mohabbat ka bas itna fasana hai.
kagaz ki haveli hai baarish ka zamaana hai.
kya sharte mohabbat hai kya sharte zamaana hai.
aawaz bhi zakhmi hai aur geet bhi poorana hai.
uss paar uterne ki ummeed bahot kam hai.
kashti bhi purani hai tufaan ko bhi aana hai.
samjhe ya na samjhe wo andaaz mohabbat ko.
ek shaks ko aakhon se dil ka sara dard sunana hai.
bholi si ada koi phir ishq ki zid per hai.
phir aag ka dariya hai aur tehar ke jana hai.
Re: Arz Kiya hai…
^^ It ain’t punny ![]()
Re: Arz Kiya hai...
Shehar ki Gali mein paan ki dukan,
tumne ne dekhi paro ki muskan,
jab tumne ne khilaya paro ko paan,
khake paan paro boli,"shukriya bhai jaan"
kisi ko ISHQ ki achai ne maar dala,
kisi ko ISHQ ki gehraai ne maar dala,
karke ISHQ koi na bach saka,
jo bach gaya usse tanhaai ne maar dala
DIL jata hai or bhot kuch chala jata hai saath.
Yeh batayaa doston nei ishq furmanei kei baad.
Ab room ki ek ek cheez check karta hoon mein.
Ek unke aane se pehley ek unke jaane ke baad...
tannay kiya pata phunny kiiya hota hai
tam ko ko tanzo maza ki tameez hay shaid ![]()
Re: Arz Kiya hai...
this one is dedicated to more than few special friends. .
woh aaj bhi hamein dekh kar muskurate hain,
woh aaj bhi hamein dekh kar muskurate hain,
yeh to unke bacche hi kameene hain,,,,,,
jo mama mama keh kar hme bulate hain,...
![]()
Now THATs punny ![]()
![]()
Re: Arz Kiya hai...
dil lo gy k jan lo gy
ae meri jan e ja
tyar hone main or kitna time lo gy
Gul gaya, Gulshan gaya, Gayee honton ki laaali
Ab to mera peeecha chor de, main ho gaye bachchon waali
Sheeshi bhari gulab ki, phatthar se phor doon
Pant wali mil jaye to ghanghre wali ko chor doon
Rafta Rafta dekho aankh meri lari hai
Aaankh jis se lari hai woh meri maa se bhi bari hai
Kamaata nahin hun itni ke tujhe roze khilaoon
Aaati hai to aaa ja, ya kisi aur ko pataooon
Aaakhain taras gaye tumhara khyal aa gaya
Ab to chehra dikha do, naya saal aaa gaya
Re: Arz Kiya hai…
^
![]()
Chand pe kali ghata to aati to hogi,
Sitaaron ko muskurahat aati to hogi.
Tum laakh chupao duniya se magar,
Akele me tumhe apni shakal pe hansi aati to hogi…