Re: Arghhhh!!!
**nai baba … oopar khaauuNgaa kia? oopar to “oopar kii income” bhii nahiiN hogii … hehe ![]()
**
**haN, aapkii baat kisii Had tak saHeeH hai magar Allah unkii Haalat tab tak nahiiN badaltaa jab tak uske liye vo Khud jidd o jehd nahiiN kartaa/kartii…isii liye 'allaamah Iqbaal farmaa gaye:
haath par haath dhare muntazir e farda na bano!
yaa
paivasta rah shajar se, ummeed e bahaar rakh! :)**