Arghhhh!!!

Re: Arghhhh!!!

achchhaa…good…vaise, logoN ko baRii Ghalat fehmii hai k yeh aayah kisii ke intiqaal par hii paRhii jaatii hai…magar aisaa nahiiN hai…merii key-ring bhii kho jaatii hai to maiN paRh letaa huN to mil jaatii hai :slight_smile: ise har mushkil daur meN paRhnaa chaahiye :slight_smile: