Re: AQ’s smiley [Merged]
kia karoon farigh awqaat main yehi kaam karti hoon
![]()
Re: AQ’s smiley [Merged]
kia karoon farigh awqaat main yehi kaam karti hoon
![]()
Re: AQ's smiley [Merged]
[QUOTE]
ab situation yeh hai kay kuch yooN lagtaa hai kaY meraY haaN aik smilie "huee" hai aur OMG uss kee Phupho haiN
[/QUOTE]
situation bun nahi gayee bulkay situation yehe theee
Omg nay thread app kay ley he open kia tha or app ki smilie kay baray main apnay phpo banna ka aylan kia tha ..agar app omg ki post read kerain to app ko andaza ho ga
or ise wajah say yeh merged kia gya hay
Re: AQ’s smiley [Merged]
PLEASE translate in Urdu
![]()
Re: AQ's smiley [Merged]
^ ohoo jaldee main thora alfaz ultay seedhay ho gayee
qisaa mukhtasir ..jahan omg ki first post say mujhay yeh lag raha hay kay woh Aq ki Smilie kay baray main he apnay ap ko phopo keh rahee hain
Re: AQ’s smiley [Merged]
PG, darust farmaya. Yahi mera maqsad tha..![]()
AQ, yeh lo ab sanbhalo apna Kaka. Kaka is liye kaha keh is ka naam AQ hai aur yeh Kaki naheen ho sakti.
![]()