Aqal bari ya biwi

Re: Aqal bari ya biwi

to, iskaa matlab hai tum naak ke ikdam seedh meN chaltii ho aur phir traffic ke peechhe ghanToN khaRii rahtii ho? :cb:

are baba, zindagii meN aage baRhne ke liye side lenii paRtii hai aur kabhii kabhii side denii bhii paRtii hai! :wink: :stuck_out_tongue: :smiley: