Re: ~* AQ learned something today *~
mein ne beal likha thaa urdu ka lafz hai ![]()
Re: ~* AQ learned something today *~
mein ne beal likha thaa urdu ka lafz hai ![]()
Re: ~* AQ learned something today *~
aur tum kabhi khush naa rehna:smack:`
Re: ~* AQ learned something today *~
Oye tenu ko sharam and waram nai aandi tay mundioN ( Kurion) nooN chairtay ho… smashing with khussa
yeah yeah I see shareefa and cold hawaa… but ab main aagay hoon for thier help, ab kay chairo zara akailay … tum say pehlay main hi … ahem :-p
main wahan jahan mujhay khud apni bhi awaaz nai aandi ![]()
wohi … table kay neechay … :s
Re: ~* AQ learned something today *~
Dada Abba is gonna help us
AQ, ![]()
Re: ~* AQ learned something today *~
tum apni property hi mujhey nai daiti ho tu mai kaisay khush rahoon ![]()
Re: ~* AQ learned something today *~
lol at shareefaa and cold hawaa ![]()
Re: ~* AQ learned something today *~
dada ji …zinda baad:balley:
Re: ~* AQ learned something today *~
yeh kiyaa Mirza Ghalib Dagh Muradabadi kee urdu hai ![]()
![]()
Re: ~* AQ learned something today *~
lo kaha to hai mere locker mein eik adad yadgaari lota and khuch peetal ki katorriyaan hai le lo naa
Re: ~* AQ learned something today *~
oye
muqablaa per aana hai tu khullay-aam aao ![]()
Re: ~* AQ learned something today *~
tumhain naak poochne se fursat ho to samjh aaye naa:snooty:
Re: ~* AQ learned something today *~
sarhaanay Mir kay aahistaaa bolo
tuk rotaay rotaay aankh lagi hai
![]()
Re: ~* AQ learned something today *~
kaan mein cheekh maaring utho sone walo
Re: ~* AQ learned something today *~
SarhaanaY Meer kaY aahistaa bolo
abhu Tukk rotaY rotaY so gayaa hai ![]()
![]()
Re: ~* AQ learned something today *~
![]()
utho utho howa ujaalaa
din aayaa aur gayaa andhairaa
bla blaaa blaa blaaaah blah
Re: ~* AQ learned something today *~
ahem kuch log thoray kam fast hain, shayad badaam ki zaroorat yahan bhi hay ;-)
ahem hehe
acha suno, me gotta jet now, will come again soon inshAllah take care ... gobhi kay phools and etc ...
Re: ~* AQ learned something today *~
aap doosroN kee naak pe nazar naa rakho.. nazar lug jaye gee ![]()
![]()
Re: ~* AQ learned something today *~
Sodaaa ki baalin per jo howa shor-qiamat
khudam-e-adab bolay, abhi aankh lagi hai
:desimunda:
Re: ~* AQ learned something today *~
ab dad se kiya muqabala kam faston kaa:bummer:
Re: ~* AQ learned something today *~
naak bhi koii nazar lagane ki cheez hai ![]()