~* AQ learned something today *~

Re: ~* AQ learned something today *~

kiss kiss jaanwar ki birryani bana’Na jaieZ hay

:chai:

Re: ~* AQ learned something today *~

haan na
magar baat ko kahaan say kahaan milaa rahay ho :smack:

ab Warner kay ilawaa koi aur Club dhoondo

Re: ~* AQ learned something today *~

ghoRoN kaa qeemaa ziadah behtar hai :naak:

gadhaY kaY chappli kabaab :wink:

aur machli kaY siri paaYe

Re: ~* AQ learned something today *~

:hmmm: dinosaur - khud bhi khaaein, mohallay ko bhi khilaaein

Re: ~* AQ learned something today *~

gadhay kay chapli kabab tu Gujranwalaa kay mashhoor hain na :smiley:

:rotfl: machli kay siri paaye

Re: ~* AQ learned something today *~


pata naheeN kahaaN kahaaN kaY mashoor haiN :D

Re: ~* AQ learned something today *~

yeh hamaisha murgh biryani kyon kehtay hain
murghi biryani kyon nahi kehtay :hmmm:

Re: ~* AQ learned something today *~

unckeel jee, itnay mushkil sawal na poochaa karein :bummer:
damagh ka hi qeema bun jaata hai - isnaan bhi tu social animal hi hai na :hmmm:

Re: ~* AQ learned something today *~

haan na
aik tu is dais kay sur per hi baithaa hai :smack:

Re: ~* AQ learned something today *~

dekho yaar.. uss kee bhee aik wajah hai.. laikin baa’d maiN bataaouN gaa…:chai:

kabhi woh zamaana-e-qadeem kaa joke sunna hai kaY laRki aur GaaRi aisee honi chaahiye kaY pass khaRi ho tau apni laggaY..?

Karachi maiN jin jin kaY pass gaaRiyaaN haiN, unn kee begamaat ussaY apni sotan (sokan) samajhti aayee haiN laikin majaal hai kaY kissi kaY kaan par jooN reeNg jaaye:D …

err… sorry for going offtopic… buss ghissaY piTay lateefaY yaad aa gaye thaY.. still make us laugh (not necessarily on the joke though) :naak:

Re: ~* AQ learned something today *~

tum insaan ho ya shooshaal animal ho :hmmm:

Re: ~* AQ learned something today *~

Yeh sari BhaaSHan baazi Shikray kay thread main karoo :smilestar:

Re: ~* AQ learned something today *~

:naraz:

meraa thread subb saY important hotaa hai :snooty:

Re: ~* AQ learned something today *~

It is an issue - if we don’t mind, it doesn’t matter :hmmm:
:chai:

Re: ~* AQ learned something today *~

aur sunnao
aakhri daffa gobhi goosht kab khaya thaa

:chai:
[FONT=nasta’LeeQ]

Re: ~* AQ learned something today *~

Unckeel Jee Unckeel Jee :chupki:

aap Warner Club kay honorary member banana pasand karein gey :clown:

Re: ~* AQ learned something today *~

Gobhi gosht kaa tau pataa naheeN, aakhri dafaa aaluu gobhi Image 3 maiN nazar aayee thee ewwww

:naak:

Re: ~* AQ learned something today *~

Paisay kitnay millaiN gay :chupki:

AQ:
are you sure that was ALLOO :hehe:

Re: ~* AQ learned something today *~

kuch pataa naheeN… qabz kaY ba’ad kee soorat-e-haal bhee ho saktee hai :naak: abb tau yeh woh bandah hee jaanaY.

Re: ~* AQ learned something today *~

paisay nai. bohat saaaari doosri cheezain milti hai naaaaw :wink:

AQ,
kon Alloo. tello tello :faizy: