Re: AQ bhai
meri bhi :love:
just breath and just believe ![]()
Re: AQ bhai
meri bhi :love:
just breath and just believe ![]()
Re: AQ bhai
Ok I think this thread needs to be closed now. ![]()
Re: AQ bhai
yeh AQ koun hain :)
Re: AQ bhai
Mujhe bhi ye poohna tha, ye AQ kaun hain?? :D
Re: AQ bhai
^ chup karou, kaheen daant hi na parh jaye ![]()
Re: AQ bhai
Ye poochnay pay dant paray gi??? ![]()
Re: AQ bhai
haaN mujhay parhti rehti hai ![]()
Re: AQ bhai
Kyon??? ![]()
Re: AQ bhai
aye waapis?
Re: AQ bhai
un ko kia howa hay and wo kaha gay hain :-|
Re: AQ bhai
unhay match dakhnay do chaEn say.. tang na karo ![]()
Re: AQ bhai
Hain Anwaar ko kia hooa?
Kahan hai? aur us ka dhandora kion pit raha hai?
![]()
Sajal Kia kaha hai usay? ![]()
Re: AQ bhai
AQ Unkil ab aa bhi jaao wapis…
warna mai is weekend per bin bulaye mehmaan kee tarah aap kay ghar aaker sari biryani khaa jaaon ga. ![]()
Re: AQ bhai
anwaar qureshi kahaan hain aap???, aap hamare sabse ache urdu ustad hain…tau aapke bina kya karoon??? ![]()
please wapas aeen!! ![]()
Re: AQ bhai
He hasn't showed up yet. :(
Re: AQ bhai
WHERE IS HE??????
Hooa kia hai????
koi batay ga ke nahin??????
Re: AQ bhai
yahaaN par sub naY neelaa Thothaaa kiouN khaayaa huaa hai
???
![]()
waisaY, you people are so bad ![]()
not even a single PM but speculation on I being enjoying the cricket ![]()
Yeah, I was doing that ![]()
but I was busy due to some inevitable circumstances too ![]()
Re: AQ bhai
oho… main to samjhi sarkar naraz hain ![]()
magar hamari itni qismat kahan ![]()
BTW, welcome back, jahan bhi thay.![]()
And i didnt PM u, kionke tum ko acha nahin lagta mera PM ![]()