AQ Bhai ki Shaadi

Re: AQ Bhai ki Shaadi

main bi aaon gi shadi main

pls plsplssss

Re: AQ Bhai ki Shaadi

Abey saza tou hammeiN mil rahi hai na :hehe:

Haha yaar tum bhi kahaN kahaN phirti rehti ho :phati:

Re: AQ Bhai ki Shaadi

patent pending :smooth:

Re: AQ Bhai ki Shaadi

nahi appaa tum woh walal ganaa:Pa

deshaaN da raja mayray Babul ka pyaara
Ammreee kay dil ka shaharraaa
nee veerr meeraaa ghoreee chariyaa
neee ghoriiii chariyaaa !

Re: AQ Bhai ki Shaadi

kiss ki taraf say ? phalay woh decide karhain :P

Re: AQ Bhai ki Shaadi

http://www.muslimnetworkstl.com/index_images/dulhan.gif

AQ phir qubul hai ???

Re: AQ Bhai ki Shaadi

abaY tau bhai, gunaahoN saY bacho tau sazaa naa milaY naa… nayee nasal bhee naa… naseehat unn ko sazaa hee lagtee hai… :cool:

Re: AQ Bhai ki Shaadi

yara abhee elaaj honay doo poor:) baray haakeem shab naraz ho jain gay:p

Re: AQ Bhai ki Shaadi

Chalo peeplan, I am out. Gotta call Pak and then gonna go to sleep :wave: Allah Haafiz

AQ: Zyaada umeed mat rakhna. Ho sakta hai mai hi Phone kar ke utha dooN kal :devil:

Re: AQ Bhai ki Shaadi

achi walli in ko dika rahee ho :slight_smile:

mayray leay ek wohee milee hai :frowning: jaao mein nahe kahiltaa :stuck_out_tongue:

Re: AQ Bhai ki Shaadi

yeh kaun hai :hoonh:

iss kaa bootha shareef tau nazar hee naheeN aa raha :emmy:

Re: AQ Bhai ki Shaadi

hainn dulhan kahan ki hainnnn ??

kon hainn???

hum to AQ ki taaf say hon gay na

is she a Guppy ????

Re: AQ Bhai ki Shaadi

saloon nikal gayee... kab tak intezaar karain... biryani ke khusboo bhi aa kur thak gaye hai abhi tak :p

Re: AQ Bhai ki Shaadi

apnnay bootha daik k ay kia karna hai , shadi karnee hai yea modelin karwani hai ?

Re: AQ Bhai ki Shaadi

dekhain baad main sab biwioon ki shakal aik jaisee ho jati hai .. aisa main nay suna hai !!!

Re: AQ Bhai ki Shaadi

:hoonh:

issi liye I gave you the wrong number…

PS: my plan ‘B’ always works :cool:

Re: AQ Bhai ki Shaadi

kia patah :P anu bahi kay chah'nay walon ki kaami nahe hai poetry forum pay ! hum nay tu wahan jana chor dia inki maqboliaat say jaal kaar:p

Re: AQ Bhai ki Shaadi

yea ki na mardon wali baat

wah bhiya wah

jeetay raho

wo saiqa in dubai razi hoi???

Re: AQ Bhai ki Shaadi

jee haan , jaab doo din baad hinaa appa nay make up do'hhyaa tah tu bahi jaaan Asali shaakal daik kay bayyhoosh ho gahay thay :p

Re: AQ Bhai ki Shaadi

suni sunaai baatoN par yaqeen naheeN kartaY :snooty:

PS: aap sub loug meraY zakhmoN par namak chiRaktaY ho… :teary2: I ma going :mad2: