AQ Bhai ki Shaadi

Re: AQ Bhai ki Shaadi

to kia daad-o-tehseen azaan par daini hogi ? :s
ya phir waqfa barai azaan? ;-)

AQ says: Oh Azaan horaihay shayad (aaj itni jaldi q day di azaan...gussa) ... Mohtarma thora tawaquff farmaayay... Molvi sahib ko Azaan farmanaay dijiay, waAllah jaisay hi azaan ikhtetaam pazeer howi, yeh khadim aap ki qidmat main maqtaa farma kar... razai orh kar sojaiga...