Re: AQ & ATA
main table kay neechay tha ![]()
:-DD ti,e kaisay guzarta hay pata hi nai chalta, lekin jab telephone ka bil aata hay to sab pata chal jaata hay ![]()
poori dunnia ![]()
kia howa Dani, feeder gum hogai kai ? ![]()
Sajal Bajan, sab kuch batanay ka nahi hota na ![]()
hy Allah… itni saari mujhay q ? aww shukrann… ab mujhay yaqeen hay k aap ki dua zaroor qubool hogi inshAllah ![]()
ahem… some more ahem… aisi smile na do, khabeeson jaisi shakal hojati hay ![]()
waisay ahem re-miss-T-re-us smile ![]()