kisi cheez k honay na honay ka usi waqt pata chalta hai jab wo ho, ager wo na ho to kia ferk perta hai
agree or disagree
Finally we agree on something. :)
Na tha kuch to khuda tha kuch na hota to khuda hota
daboya mujh ko honay nay na hota mein to kiya hota
Agar mein hi nahin hoon to phir kissi bhi cheez ka koi muqsad (as far as I am concerned) nahin rah jata. Hona na hona "ki farq painda aye".