App ky naam sy jani jaon

Re: App ky naam sy jani jaon

hahaha…han bas, logoN kii “chaTnii banaane” kaa gur seekhaa hai :smiley: vaise, ek jumla mujhe paRh ke bahot haNsii aayii…“agar shauhar biwii ko Hukm de k ek Taang par saarii raat khaRii raho to biwii ko be-choon o charaa Khanda labii ke saath raat bhar khaRii rahe!” … lol

biwii ko to murGhii banaa diyaa k saari raat ek Taang par khaRii rahe…:cb:

vaise, Maulana Ashraf Ali Thanvii [r.a.] kii is kitaab ke zarii’ye be_jaa Ghair Islaamii rasoomaat kii baRii 'umdagii se beKh-kanii kii hai :slight_smile: