Re: APP ko Koon PASAND hai???
mee fine shine.. ap sunao
yar jaldi say lao bachay khushi
aisay sambhaloonga kay wo apis hi nai jaingay hula
btw, I love kids... :-)
Re: APP ko Koon PASAND hai???
mee fine shine.. ap sunao
yar jaldi say lao bachay khushi
aisay sambhaloonga kay wo apis hi nai jaingay hula
btw, I love kids... :-)
Re: APP ko Koon PASAND hai???
aisa hota nahi hay usually...
koi to hota hay jissay aap pasand hotay ho...
aur koi to hota hay jissay aap apsand kartay ho...
baat sirf nazar aanay ki hay...
jiss din aap pehchaan logi k aap ko kia chahyay...
uss din wo zaroor mil jaiga :-)
Talash karain yahan bhi, shayad koi pasand aajai :-p
Re: APP ko Koon PASAND hai???
aand mujhay to yaad nai main daantata bhi hoon :s...
main ab nick change nahi karsaktee..main nay bohat mahnat sey jo yeh posts banai hain..main bata nahi saktee...haan daantay hain..aur CG ki baaton main mat aaiyah..aaj inka deemagh kharab hai...:D
Re: APP ko Koon PASAND hai???
agar maiN kahooN kay mujhaY falaaN falaaN passand hai tau matlab yeh kay baaqi sub naa passand haiN
?
Re: APP ko Koon PASAND hai???
sharam karo larki, apnay meyooN kay dimagh par shak karti ho :s
CG, zara apni Dania ki achi khabar laina...
Re: APP ko Koon PASAND hai???
gulabi jhoot ![]()
Re: APP ko Koon PASAND hai???
nahi yaar.. aj kal itna busy kay atta khan dondnay ka time hee nahi milta.. ![]()
Re: APP ko Koon PASAND hai???
[INDENT]kehna hay kehna hay hooo
aaj tum say yeh pehli… baar
tum hi to laayay ho jewwan main meray
Bukhaar Bukhaar Bukhaar… (repeat 3 times)
[/INDENT]
keh do na ![]()
Re: APP ko Koon PASAND hai???
ham kisi ko pasand nahee
?
Re: APP ko Koon PASAND hai???
nahi is ka matlab hay kay baqi ap ko bohat hee pasand hay pasand hay had say bee zeeyada ![]()
Re: APP ko Koon PASAND hai???
Salam Dadda aba ![]()
taday wich ki haal ay? main ALhamdullah teek haan..
btw happy nourooz ![]()
Re: APP ko Koon PASAND hai???
array iss main sharam wali konsi baat hai..aur bhi miyaan kahan banay hain..tou jab kuch bhi bol saktee hoon ![]()
waisay waqai deemagh kharab hai..mera bhi kharab kardia ![]()
Re: APP ko Koon PASAND hai???
aap ko main nay kahin dekha hai ![]()
Re: APP ko Koon PASAND hai???
daaanoooo..!!
![]()
kharab kar diya.. ? sawall yeh nahee.. sawal hai keh asar kis ka iss peh huwa hai
lolzz
Re: APP ko Koon PASAND hai???
haan jee. dekho zara.. kya zamana aagaya hai.. :balian:
Dada jee.. aap bhi kam nahee.. maar pitwanay main..
hamaray bachoun ko sedha rakhain gay.. good good. ![]()
Re: APP ko Koon PASAND hai???
mei bhi nahi ![]()
Re: APP ko Koon PASAND hai???
^^
i like u
Re: APP ko Koon PASAND hai???
i thought somebody called out my name :D
Re: APP ko Koon PASAND hai???
no one called out mine.. i am so sad cries