Re: App ka Chehra
aray ham ne kia sheesha dekhna hai
sheesha hamain dekhta hai ![]()
Re: App ka Chehra
aray ham ne kia sheesha dekhna hai
sheesha hamain dekhta hai ![]()
Re: App ka Chehra
Male:
Aap ka chehra, Masha Allah
Zulf ka pehra, subhaan Allah
Female:
Aap ki batain, Wallah wallah
Itni Mohabbat, ho Allah Allah.
![]()
PS: Allah kay naam par flirting..![]()
Re: App ka Chehra
^ ![]()
Re: App ka Chehra
wah wah bechi…mub ki bata cheen li
daad daieing
Re: App ka Chehra
![]()
Shukriya
Re: App ka Chehra
flooding karnay say chakkar aa gaey hain shayad ![]()
Re: App ka Chehra
husn ko chand jawani ko ghazal kehtay hain ![]()
Re: App ka Chehra
jabb bhi baal kangi kernay hotey heiN. :rotato:
Re: App ka Chehra
main sirf aik dafa subah sawaray daant saaf kernay kay liya
logoon ko drana bhi tu hota hai :halo:
Re: App ka Chehra
:D bizz nazar aay tu ghazal kehtay hain
Re: App ka Chehra
yeh kiya fazool kay dialogue maar rahey ho ![]()
![]()
Re: App ka Chehra
jab dil karta hay dekh laitee hoon
![]()
Re: App ka Chehra
Bizzuuuuuuuuuuu.....Apna sar mat piitto ... ganjay ho jaogay ImranQ ki tarah :D
BB.........YeH DiL MangaY MorE
Re: App ka Chehra
apna sarr idher laeyn ![]()
khujli dooor howi? ![]()
Re: App ka Chehra
^^pk kee khujli tab tak door naheen ho gee jab tak joo'oon ka koi intezaam naheeen kiya jayay ga
:D
**PK **mera mounh hay koi pepsi kee bottle naheen
Re: App ka Chehra
@ pepsi. hahahaha
Kuch karey naa. Saabun kahan hey. Haath paleet ho gaey
![]()
![]()
Re: App ka Chehra
jaoon say bachnay kay liya main jaa rahi hoon :D
yahan sub ko jaounan hain :D