Apni ya kisi aur ki ankhoon pe shair likhyai

Re: Apni ya kisi aur ki ankhoon pe shair likhyai

Jhukain Tou Lalah O gul Hain Hijaab Si Aankhain
Utthain Tou Aag Laga Dain Sharab Si Aankahin
Yeh Mukhtasir Mayree Barbadiyoo’n Ka Qissa Hay
Tabah Kar Ga’een Khana Kaharab Si Aankhain