apni shamaat khud bolana!!

Re: apni shamaat khud bolana!!

tau finallly PM mil gaya un ka :rotfl: did u get one from SHIKRA too :omg:

**Yaar AQ Unkil…app ne bhi PM kiyay thay :stuck_out_tongue: **

yaar KM .. manay dil ka haal bayhaal suna dain jee… :blush:

Summer main akele akele tafreeh kar rahi ho.. :bummer: main to job kar kar kar Pata nahin kya ho gaya :crying: i need some massage :stuck_out_tongue:

PM main kyon karoon hamesha…tum nahin kar sakteen :snooty: Nawt Fair.

nothin new yo..jz livin ma life … Allah ka shukar hai…