Apkey bhen karachi main aaye hain

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

jub woh mer jaaain gee to un k janazay ko hum zaroor welcome keye hain chai

2 Likes

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

Aisi behn aapko naseeb ho…Karachi waalon nai inko bohat pehlay disown kar diya hai…

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

^ Bhai Apkey karachi ne hi unko sab se ziada welcome keye hain

wo 24 hours mian pohanchain gi bilawal house, zara tv tu dekhain :chai:

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

i hate her :naraz:

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

hum kahain hain kai aanP log BiBi ka mazaq fly na karain, un awam kai liyein PAkistan wapis aayen hain. Swiss account dubara bharNai hain, Bilawal kai liein naya palace laiNai hain. :snooootaaa:

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

^ awam ki gurbat ko apnay** daimond glass** say dekheen hain BIBI

sub dramay baaziyan hain paysay day ker pata nahi kahan kahan say lafangoon ko bulwa liya hay

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

dekhain jii.. 1st baat tu ye hain kai, humarai gher mai daimond tu hain he naheen, wo tu sabh Asif nai hifaazat se Switzerland mai aik safe deposit mai mehfooz kiyain hain.. ye tu France kai crystal kai glass hain, humka kissi MNA nai gift kiyein thain election sai pehLain.. Asif kissi kai ahsaan naheen laiTAin, unne khudh party ticket deyein unko election kai liyain.. :o

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

^ aray kia bat keye hain app ..JANG AKhbar kay main page per BIBI ki pic hay

kia kissi holly or bolly wood ki heroin ka pose ho ga ..balck frame per lash pash daimonds chamk rahay hain

humain ULLUO banayee hain APP snooty

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

^ aray WOOOO walai.. wo tu humko Musharaf Bhai nai Dubai mai diyain hain, saath mai kahain thai kai jab MAIKAI wapis aayen tu pehn kai aayen. Aap log bhi raee ki pahari bana dain hain. Ab Asif ye sunnai hain tu unko kiTna dukh puhChain ga na… :barbie:

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

hum hAmare bAhan ko kahtay hain kay azaan baaj raha hai dupatTa sir pay lai lo

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

BiBi kai door-e-hakoomat mai hum behnoun aor bhaion kai barabree kai haqoooq hain, chalain behnai duPata pay lain, aor dhoTi bhai aap bhi dhoti BADAL lain..

(dun confuse this with "hum Musharaf ki Verdi utree dekhNA chahai hain" )

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

dhoti us waqat badlay gi jab Pakistan main aslee wali jamhuriyat avay gi
matbal kadi v nai :bummer:

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

:smack: dhoti phat jaye gye

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

troopay aur chapiyan laga loon ga :vivo:

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

woh bhe phut jayen gye :trubelight:

aur dhoti ghiss jaye gye , sub nazar aanay luga ga :hehe:

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

dhoti ghiss proff hai ji :vivo:

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

:cb: :hehe:

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

yaqeen nai ata
aglay electiona main puchna

Re: Apkey bhen karachi main aaye hain

ASif suntay bhi hain ? humain to woh koi robbot lagtay hain jo bus bibi kay kabhi right to kabhi left chaltay hain