Ao Milkar...

Re: Ao Milkar…

Yeh Raaz kissi koh nahin maloom kay momin
Qari nazar aata hai haqeeqat mein hai Quran
jiss say jigarey lala mein thandak ho woh shabnam
Daryon kay dil jiss say dehl jaein woh toofan
Har lehza hay momin kee naee shaan naee aan
Guftar mein kirdar mein Allah kay burhan