Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

maine Arvi ghost or Alo tamatar..:wink:

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

I have my friend PakhtOon …:stuck_out_tongue:

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

"sharam karo bhago yahan seY "

phir ye ^ kioN kaha…?? mere Pukhtoon hone pe koi shak hai kia??? :slight_smile:

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

l0lZz areY asY hi .. :p

tumne bola hi asy ajeeb way main tha ...:D

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

LOL… my dear bhabhi ! maiN ne sahi bola thaa.. aap ne ghalat samajh lia… :smiley:

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

l0lZz.. chalo khair..Jao maaf kiYA .. werna tumahry bhaiYa sey shikayat kar deti..:stuck_out_tongue:
hein kidher tumahry bhaiYa ..:hoonh: ???

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

FUKI aap uss ke shikayat mujhay kia karaiN… i m his big bro…

Sunday ko aur kahaN ho sakta hai… apni unn 3 hobbies maiN masroof haiN:D

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

Awww… aneY do choron gi nahe aj tu .. khoob maron gi :bailan: :bash: :2guns:

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

waise aap k ye kaam maiN bhe kar sakta hooN… :devil:

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

nahe main khud apnY haton sey yeh kam anjaam dena chahti hon.. :p

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

hi gUys i m baq :wave:

Now lets start..

pehla nasha pehla khumar ..
Naya pyar hai naya inteezar..

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

Roop tera mastanaa pyaar mera dewaana
Bhool koi humse na ho jaye

Raat nashilee mast sama hai
Aaj nashe me sara jahan hai

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

ahan waise pathan wi goray chittay hote hain :kiss:

Papiti tumhare game khurab karne ata hon :devil:
tumhen shurum a rahi hai to chali jao yahan se :snooty:

aesi hi bhabiyan hoti hain jo chugliyan laga laga kar phadday karati hain dakkiya noosi khatoon :hoonh:

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

lol… my dear har koi mamba jaisa nahi hota… uss ke tu baat he kuch aur hai… so zara holy chalna aisa na ho muft maiN waat lag jaye… :smiley:

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

Har Kisi ko nahe milta yahan pYar ZINDAGI main ..
Khush naseeb hein woh jin ko yeh mili hai bahar ZINDAGI main ..

DM beta : bhabi maan samman hoti hai so respect plZz :snooty:

As sweet as : mamba ko q beech main lay aye main nahe chahti us ka nam mery ilawa koi lay ..:stuck_out_tongue:

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

Matlabi haiN log yahaN per matlabi zamana
socha saya saath dayga nikla woh begana

hmm … bouhooooooot yarana lagta hai… :devil:

Mamba Mamba Mamba Mamba Mamba Mamba Mamba Mamba :stuck_out_tongue:

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

bahut Khoobsoorat Ghazal likh raha hoon
Tumhien dekh kar aaj kaal Likh raha hoon
Na pochoo meri beyqarari ka aalam main raatoon ko karwat badal likh raha hoon....;)

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

haton ki lakeeron pey likha hai
tera mera dil ka rishta hai
hr dhurkun ye hi bat karay:blush:

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

Mamba Mamba Mamba Mamba Mamba Mamba Mamba Mamba :stuck_out_tongue:
[/QUOTE]

mamba kidher ho tussi ajao na :bummer:
dekho log kitny betaab hein tumahry liYe thread pay chiekhney lag gaye ab tu :smack:

re: Ao Antakshiri kheltY haiN .. [merged]

Kasam teri kasam sanam mery sanam ..
tery liYe huaa janam mera janam ..