solly..i thought ke gaana last three capitals se shuru kar sakte hain..solly haan..
nazar nazar dhoonde use meri nazar
Aayegi ek din woh mere saamne
Uski aada ne mujhko aashiq banake chorra
Aake meri neendon mein khwaabon se rishta joraa..
na usko pata hai na usko khabar hai
main upse fida is kadar..
raat bhar jaam se, jaam takraye ga
raat bhar jaam se, jaam takraye ga
jab nasha chaye ga, tab maza aye ga
husn ki ishq se, aaj mulaqaat hai
husn ki ishq se, aaj mulaqaat hai
aaj ki raat tau, faisalay ki raat hai
aaj ki raat tau, faisalay ki raat hai
jo kissi ke dil maiN hai,
wo zubaaN pe aye ga
raat bhar jaam se, jaam takraye ga
aa dhoop maloon main tere haaton mein..aa sajda karoon main tere haaton mein..
ho subha ki mehndi chamak rahi aa jaa..aaja mahiya..ooh aaja mahiya..aaja mahiya..
Aahista pukaro sab sun lenge..bas labhon se choo lo lab su lenge..
haan aankh bhi kal sephadak rahi hai aa ja.. aaja mahiya..ho aaja mahiya
mahi ray reri kasma haye ...
jeena nahe jeena mujhy tery bina hayee..
tery bina jeena bhi hai kYa jeena ..
t hi mera dil tu hi jan-ejan tu jahan jahan main wahan wahan ..
Jevan k din choty sahi hum bhe baRy dil walay
kal ke hamay fursat kahaN soochay tu hum matwaly
jeeny ka rangeen mousam, ye khoobsorat zamana
apne yahi char pal haiN, aagy hai kya kiss ne jaana
jeena jisay aata hai woh, inn maiN he moj mana lay
kal ke hamay fursat kahaN soochay tu hum matwaly
ye zindagi dard bhe hai, ye zindagi hai dawa bhe
dil touRna he na jane, jaane ye dil jouRna bhe
iss zindagi ka shukria, sadqy maiN Ouperwaaly
ary bai ye aap kahaN se start karty ho… first maiN last alphabet se start karta thaa then aap ke relies se pata chata that have to start from first alpha of last word… abhi pata nahi aap ne kidher se shoro kia..
Ramda jogi oYe ramda jogi ..
main prem payala pee aya ek pal main sadiyan jee aya
sari madhushala pee aya .. ek pal main sadiytan jee aya
main jee aya main pe aya main je aya main pee ayaaa
Oye ramda jogi tu ramda jogi jogi jogi jogi ..