Re: Anyone?
kudaa k waasty .. sab multinicks ko BAN kar do ..innhon ne to hamari raaton ki neend hi haraam kar di hai .. jab dekho inn hi ka shor sharaba .. cafe ka maza saara chala gaya hai .. koi kaam ki thread hi nahi hoti kiyon k yeh multi chaaey huey hein ..
kabhi in ka nalqa kharaab hota hai aur kabhi in ko zingaal lag jaata hai ..yeh ham se nimak khori kar rahey hein .. inn ko ban karo ..aur GS ka pur sukoon maahaul waapis laao ..
Thank you