Re: Any Text/Email/SMS that made you laugh/cry/think today!!!
bilkul…aur yeh waqfa kisii bhii namaaz aur azaan ke beech kaa sab se lambaa waqfa hai aur isii liye ham maut ko bhulaa baiThte haiN … Allah ham sab ko taufeeq aur is farz kii adaayegii ke liye meHnat kii sakat ataa farmaaye…aameen ![]()