Re: any one up for story-time!
zera jaldi ageya yeh inshaALLAH to bheter hai
aussie…ahem ahem…wo kia hai pink gee…humeray law k teacher aussie thay…or hum bhi kabhi kabhar british accent may baat kernay ke kooshich kertay hain ![]()
or app us accent per aik addad dhaba hain ![]()
oye u talk in plain american english…i was soo happy koe to aussie accent sun-nay ko milay ga…per tum nay sari ummed toor dee ![]()
ps. haan haan dekhoon gee…kaam howa nahi loug phele khetay hain dekhaoo…chayea 10 saal baad dekhain ![]()