Re: Any one Know About
zamane se hum nahin hum zamane se hain
do wht u want
Re: Any one Know About
zamane se hum nahin hum zamane se hain
do wht u want
Re: Any one Know About
hmmmmmmmm yeh to sahi baat ki aap nay ................ shaid zindagi may pehli bar:p
Re: Any one Know About
na na mera bacha aese kaho ke tumne pehli bar koi sahi baat suni hai ![]()
Re: Any one Know About
nahi agar may nay pehli baar suni hoti to mujhey pata kaisay chalta kay yeh baat sahi hay?
Re: Any one Know About
dhimag naam ki bhi koi cheez hoti hai ![]()
Re: Any one Know About
acha really its a news for me:p
Re: Any one Know About
main tumhen sahafi lagta hon kya ![]()
Re: Any one Know About
**Bohat faraq parta hay **
**mein Islamabad wala Imran hoon ayr wo Karachi walay Imran hain **
Re: Any one Know About
![]()
Re: Any one Know About
**ab esi b koi baat nahi hay behna **
**mein esay kuch logoon ko janta hoon **
**meray abu ayr ami un mien say aik hein **
**sheid thorha bohat mein b hoon **
is kay elawa b kuch ayr loog esay he hain
Re: Any one Know About
nahi sahafi nahi pooray kay pooray newspaper lagtay ho:p
Re: Any one Know About
to soch kya rahi ho perho is news paper ko ![]()
Re: Any one Know About
haha mujhey to is newspaper may siwai jhooti aur bakwaas kabroon kay kuch nazar nahi aa raha is liay may nay nahi parhna aisa newspaper:p
Re: Any one Know About
yeh kaho je english main hai tumhen parhna nahin ata ![]()
Re: Any one Know About
acha really yeh eng may hota hay beleive me aisi eng aaaj tak na dekhi hay na parhi hay to is may mera kia kusoor?:( :p
Re: Any one Know About
kasoor tumhare teacherz ka hai
jo tumhen parhaya
tc Allah Hafiz
Re: Any one Know About
han shaid kusoor un ka hay kunkay aap kay eng kay liay to insan 200 saal bagair namak kay khana bhi khay to samajh na paye:p ( waisay mujhey nahi pata kay may kia type kia hay lekin jo bhi kia hay acha hi kia hoga:p)
Re: Any one Know About
hahahhahahah kis ne yeh keh diya acha type kiya hai namak mut khaya karo blood pressure bhar jayga ![]()
Re: Any one Know About
mera blood pressure pehlay say hi barha hua hay aur kia barhay ga :p
Re: Any one Know About
ab kam hojayga ![]()
ok moto subah office jana hai
tc Allah Hafiz