Anwaar...

Re: Anwaar...

mai theek thaak pa'jee tussi sunaou koi problem shroblem tay nai :D?

Re: Anwaar…

may to burnol ka soch rahi thee :rolleyes:

Re: Anwaar...

Iodex say rung bhi houra houta hai :D

Re: Anwaar...


Shumaalan Junooban kay ba'ad aap Sharqan Gharban tau "arz" aisaY maaloom kar rahi haiN jaisaY Bakraa Ma'nDi maiN bhao taao karnaY aaYee hoN :)

agar meraa hujam shumaalan junooban wa neez sharqan gharban aik hee hai tau jiss cheez kaa khiyaal sub saY pehlaY zehn maiN aanaa chaahiye, ussaY urf-e-aam aur asaan urdu maiN Foot Ball kahaa jaata hai

shukriya.

Re: Anwaar…

Mainu ki prablem ji…Paisa bohat…:smiley:

Re: Anwaar...

tou aap BHI moutay hain :D

Re: Anwaar...

par aQal kithay jee? :D

Re: Anwaar…

mouTaa naheeN kehtaY :nono1: buri baat :nessy:

Farbaa kehtaY haiN :hug:

Re: Anwaar…

Hum sab motay hain…

Re: Anwaar…

Furby to suna tha ye farbaa kia hota hai…:smiley:

Re: Anwaar…

jo bhi haiN, acheiN hain :hug: :smiley:

aur sunayein kidher ghayeb rehtay hain?

Laajjjoooooooooooooooooooooooooooo :rotfl:

Re: Anwaar...


urdu kaa word hai... buss farbi kaa rishtaY daar hee samajh lo.. first cousin first cousin you see...??

Re: Anwaar…

AQ app ki urdu itni achi kesay hay … app nay kia MA kia hay urdu may :rolleyes:

Re: Anwaar…

M.A english kaa word hai tau maiN issaY urdu maiN kaisaY kar saktaa hooN :hoonh:

maiN naY urdu maiN ALif Bay kiyaa hai :smiley:

Re: Anwaar...

inhou nay udru may MEEM-ALIF kiya hai!

Re: Anwaar…

tabhi meray sar kay ooper say guzarti hay :smiley:

Re: Anwaar…

Maaaaaaaaa :crying:

Re: Anwaar…

awwww mai houN na :hug: :smiley:

Re: Anwaar…

har koi mamtaa naheeN daY saaktaa :snooty:

Re: Anwaar…

mamtaa day bhi kouN raha thaa :stuck_out_tongue: