Anwaar Qureshi ka Avatar

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

Laikin tarnay ka matlab staring to hota hai na. Urdu mujhay bhi aati hai, bama seyaq-o-sabaq. :chai:

Main doran-e-imtehan sirf apnay parchay par nazar rakhti hoon. Na kisi ka dekhti hoon na apna dekhnay deti hoon.:chai: Aur phir first division mein pass hoti hoon.

Apnay zor-e-bazo par bharosa karti hoon.

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

Bizz, :rolleyes:

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

:p:p

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

Koi andaazah kar saktaa hai uss kaY zor-e-baazu kaa
kaY nighaah-e-mard-e-momin saY badal jaati haiN taQdeeraiN :rolleyes:

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

Main Mard to naheen hoon…:crying:

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

mard bano mard

yaqeen mohkam, amal peham, mohabbat fatah-e-alam
jihaad-e-zindagaani maiN haiN yeh MARDON kee shamsheeraiN

:jhanda:

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

kaun jeet raha hay ?

:chai:

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

UQaabi Rooh jub bedaar hoti hai jawaanoN maiN:devil:
Nazar aati hai, unn ko apni manzil aasmaanoN maiN :chai:

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

Duniya main Zarrafay baRhtay jaa rahay hain :smack:
inn ka kuch karna paRray gaa :mad:

http://news.yahoo.com/s/ap/20060223/ap_on_fe_st/israel_giraffe_birth_control;_ylt=AuP7DRZSJYRAPgpXaLCHRxd4hMgF;_ylu=X3oDMTBjMHVqMTQ4BHNlYwN5bnN1YmNhdA--

:chai:

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

Khandaani Mansooba Bandee :konfused: ?

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

Naheen, ye mumkin naheen.:( Kesay banoon?

James chachu, ham khel to naheen rahay.

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

Khudaa kaY bandaY haiN hazaaroN, haiN banooN maiN phirtey maaraY maaraY
maiN uss kaa bandah banooN gaa jiss ko Khudaa kaY bandoN saY piyaar hogaa
:halo:

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

Wohi jawan hai qabeelay ki aankh ka tara
Shabab jis ka bedaagh, zarb hai kari

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

MillaY gaa Manzil-e-Maqsood kaa ussi ko Suraagh :snooty:
Andheri Shub maiN hai CheetaY kee AaNkh jiss kaa Charaagh :eek:

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

Zamanay ke andaz badlay gaye
Neya raag hai, saaz badlay gaye

Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanoon ko peeron ka ustad kar.

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

uThaa kar pheNk dau baahir galli maiN
Nai tehzeeb kaY AnDaY haiN gandaY

Election, Memberi, Konsil, Sadaarat
BanaaYe khoob, Aazaadi naY phandaY

MiYaaN Najjaar bhee cheelaY gaYe
Nihaayat tez haiN Europe kaY randaY :cb:

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

Chalo bahar.

Fitrat ke maqasid ki karta hai nighebani
Ya banda-e-sehrai, ya mard-e-kohastani..:love:

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

Iss Saraab-e-Rung-O-Bu ko GulistaaN samjhaa hai Tu?
Aah! aye naadaaN, Qaf's ko AashiyaaN samjhaa hai Tu

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

Buttaan-e-rang-o-khon ko tord kar milat mein gum ho ja
Na Toorani rahay baqi, na Irani, na Afghani

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

Yeh GhaRi mehshar kee hai, Tu Arsa-e-Mehshar maiN hai
Pesh kar Ghaafil, Amal koi agar daftar maiN hai :bailan:

Don’t make me post whole Baang-e-Dara and Baal-e-Jibreel

I will get a hold of Zarb-e-Kaleem and Kuliyaat-e-Iqbal as well then :hoonh: