Antakshri

hum bewafa hargiz na thay
par hum wafa kar na sakay
humko mili uski saza
hum jo khata kar na sakay

sanoon eik pal chain na awey sajna terey bina
sada kaliyan ji nayi oo lagna sajna terey bina

na tu ayay geeeeee na he chain ayay gaaa
meray angan ki haree bailoo kaa
patta patta sukhta jai ga

[QUOTE]
*Originally posted by suroor_ca02: *
na tu ayay geeeeee na he chain ayay gaaa
meray angan ki haree bailoo kaa
patta patta sukhta jai ga
[/QUOTE]

ga mere deewanay dil
is duniya se kia hasil
hum se koi pyar karay
hum loag nahin hein is Qabil...

God bless u all...

DerVaisH

qasam us waqt ki...
jab lalalalalalalalallalala
jawanon ki zabanoon par narayay taqdeer lata hai...

(yea yea.. i know.. idun kknow the words.. big deal... atleast i know the tune!)

ham ko hami sey chura lo
dil mein kahein tum chupa lo
ham akeley kho na jaein
door tum sey ho na jaein
pass aao galey sey laga lo

layjangay layjangay dilwale dulhaniya layjangay
reh jayenge reh jayenge paisay walay dekhtay reh jayenge
layjangay layjangay dilwale dulhaniya layjangay

love howa aab ye na pocho key kab howa
love howa hona tja jab ye tab howa

hummmmm dil de chuke sanam..
teray ho gayay hain hum...
teri qasam...

meinay poocha chand say
k dekha hai kahee..meray yaar sa haseen

chand nay kaha,,chandni ki kasam
nahien nahien nahieeeeeeeeeen

na to aaye gi na hi chain aaye ga
merey angan ki hari belon ka abb pata pata
sokhta jaye ga
na to aye gi na hi chain aye ga

gata rahayyyy mera dillll
tu he meriiii manzillll
kahee beetay na yeh ratien
kahee beetay na yeh din

dil deewana... dewwana hai yeh dill..
dewanay nay mujhko hi kar dalaaaa dewana..
mainay uskay shehar ko choro..
uski gali mein dil to tora..
phir bhi seenay mein dharaktay hai yeh dil

^ the above song starts with "yeh dil" ...not just "dil". Note correction and choose another song

Thankyou

dil ki batein kar key dekhein
eik dojey pey mar key dekhein
kho gaya to kahan
dil ruba oo dil ruba

baree mushkil hai.. khoya mera dil hai
koi isay dhoond k laaay na

NaaJaaaaane mere dil ko kya ho gayaaaaa
Abhi to yaheeeeeen tha abhi kho gayaaaaa
Ho gaya hai tujh ko to pyaar sajnaaaaaaa
Laaakh kar le tu inkaar sajnaa, hai ye pyaar sajnaaaaaa

[QUOTE]
*Originally posted by Gamma Dilation: *
^ the above song starts with "yeh dil" ...not just "dil". Note correction and choose another song

Thankyou
[/QUOTE]

sorry mr.perfectionist... lol.....

lagta hai its a pass!

sab ki baraatain aayin doli tu bhi laana
dulhan bana ke hum ko raaja ji le jana

Jug Jug jiyey mera piyara watan..

lab peh dua hey dil mein lagan .ho
jug jug jiyeeeeeyyyyyy.....!!!
:)