Kabhi Kabhie mayray dil mayn khayal ata hay
Kabhi Kabhie mayray dil mayn khayal ata hay
Keh jaysay tujh ko banaya gaya hay mayray lyay
Tu ab say pehlay sitaron mayn bas rahi thi kahin
Tujhay zameen pay bulaya gaya hay mayray lyay
** Kyon Peetay ho Itna Keh Bardasht Hi Naa Kar Paao.
Kaun Kambakht Bardasht Karnay Ko Peeta Hay **
[This message has been edited by dewana tera (edited August 10, 2002).]
Hur kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mayn
Khush naseeb hayn woh jin ko hay mili yeh bahar zindagi mayn
Honton say hont milay naa bhalay, chahay milayn naa bahayn bahon say
Do dil zinda reh saktay hayn chahut ki bhari nigahon say
** Kyon Peetay ho Itna Keh Bardasht Hi Naa Kar Paao.
say shaava shaava, mahiya say shaava shaava,
roop hai tera sona sona
soni teri payal
kanka kan aisay kankay sab ko kar day gayal
keh raha aankhoun ka kajal
ishq mein jeena marna
say shaava shavaa mahiya
say shava shaava!
ankh hai bhari bhari aur tum muskuraane ki baat karte ho
zindagi khafa khafa aur tum dil lagane ki baata karte ho
mere haalaat aisey hain keh main kuch kar nhi sakta
tarapta hai yeh dil lekin yeh aahain bhar nhi sakta.....
haye ray haye ray haye rabba
jeeta jaagta taj mahal mayra hay naan
hansta bolta hay jo kanwal mayra hay naan
haye ray haye ray haye rabba
poori chand jiski shukal mayri hay naan
woh jo hay aik poori ghazal mayri hay naan.
** Kyon Peetay ho Itna Keh Bardasht Hi Naa Kar Paao.
sooooo, sorry guys, i just wanna sing this song.
kissa hum likhain gey .
dill_e_beqarar ka…
khat may laga kay phool hum pyar ka…
lafzon may likh dain gay…
apna yeh haal_e_dill…
dekhain gay kia jawab aata hay phir yaar ka…lala la la lala…hmmummm