Antakshri

yoon na dekho tasveer ban key
has do meri takdeer ban key
key jaanam janam janam sey
is eik pal ka
mein nein kiya hai intezar

kiya baat hai kisi ko nahi ata "i" sey..yet again from me..

Is pyar sey meri taraf na dekho
pyar ho gaye ga

aray aata hai na

sonus song

isqadar pyar hai tum sehai ay sanam
hum to marte hein bas ik tumhi pe sanam

sanoon eik pal chain na awey sajna terey bina
sada kaliyan jee nayon lagna sajna terey bina
sajna terey bina

bol radha bol
tune yeh kiya kia
apne kishan ko dil day diya

diya jalaaaya...dil ka diya jalaya..mein ne.."ne"

na na kartay pyar
tumhi se kar bhatay
karna tha inkar
magar....
iqrar tumhi se kar bhatay

bohut khubsurat hai mera sanam
khuda aise mukhre banata hai kum

koi kahe kehta rahe
jitna bhi hum ko dewana

dil wil pyar vayar meinkiya janoon re
janoon to janoon bis itna ke
tujh ko
aapna mannon re

kia???????
no body

hihi rote hein chum chum nain
dekh liya tera piyar

its here na janab!!:)

Raat ki hatheli per
chand jagmagata hai
uski nerm kiroon mein
tum ko dekhta hoon to
dil dharak sa jata hai

hum dil de chuke sanam
tere huhay hum

har dil jo pyaar kare ga woh gana gaye ga
diwana doston mein pehchan a jaye ga

gham hai ya khoshi hai to meri zindagi hai
zindagi hai to

tum bin jiya jae kaise kaise jiya jaye tum bin
sadion ssee lambi hein raatein sadiyon se lambe hue din aajao lout kar tum yeh dil keh raha hai

yoon zindagi ki rah mein
takra gaya koi
yoon zindagi ki raah meinn

"m' sey kisi ko nahi ata kiya???

[QUOTE]
*Originally posted by Truth_Is_Beauty: *
"m' sey kisi ko nahi ata kiya???
[/QUOTE]

aray jee sabar na

muhabbat kabhi mein ne ki to nahi thi
kisi ki nigahun se pee to nahi thi
magar ye mujhe kia hua

A se
Andekhaa anjaaana saa
pagla saaa deewanaa saaa
jaane woh kaise hoggga raayy