Antakshri

hai apna dil to aawaara
naa jaane kis pe aayega

Aaaja Aaaja mey hoon pyar tera ...
allah allah inkar tera

tujhe dekha to yeh jaana sanam
pyaar hota hai deewana sanam
ab yaha se kaha jaaye hum
teri baahon mein mar jaaye hum

hum tumhay chahtay hai aisay..
hum tumay chahtay hai aisay
marnay wala koyee ...zindagi chahata ho jaisay

jab koi baat bigad jaaye
jab koi mushkil padh jaaye
tum dena saath mera
o hum nawaaz

na na na meree jaan
dekho jana na wahan
koee pyar ka lutera
lutay na meree jaan
woh chalee woh chlaee
dekho pyar kee gali
usay rokay na koee

kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahi
tujhe zameen pe utaara gaya hai mere liye

laambhi judai...
maauth naaa ayeee teree yaad kiyoon ayaeee

hai bari lambijudai

jab bhi koi larki dekhhon mera dil dewana bole
ole ole ole ole ole ole
Gaaon tarana yaaro jhoom jhoom ke hole hole
ole ole ole ole ole ole

o saathi re
tere beena bhi kya jeena

jaoon kahan batae dil
dunia bari hai sangdil
chandni aee ghar jalanay
soojay na koee manzil :teary1:

mujh ko hui na khabar
chori chori chup chup kar
pyaar ki pehle nazar
deil mera
legayi legai
ho ho legai legayi

laijangai laijangai dilwalay dhulhaniya laijangai
raihjangai rehjaigai ghar walay dekhthay raijaigai

[QUOTE]
*Originally posted by ~MuNiYa~: *
laijangai laijangai dilwalay dhulhaniya laijangai
raihjangai rehjaigai ghar walay dekhthay raijaigai
[/QUOTE]

Ruk ja o jaane wali ruk ja
mein to rahi teri manzil ka
Nazron mein teri mein bura sehi
aadmi bura nahin mein dil ka