Re: Antakshari
Ek baar kaho tum meri ho...
Re: Antakshari
Ek baar kaho tum meri ho...
Re: Antakshari
![]()
Re: Antakshari
o o jaane jaana
dhoondhe tujhe devana
![]()
Re: Antakshari
Aap mujhe ache lagne lageeeeeeeeeee
ke aap mujhe acheeeeee lagne lageeeeee...
Re: Antakshari
Eeeeee mere ,,,,humsafar, Iq teeeeeraaaa intezaar.
Re: Antakshari
^ ye ghalat haiiiiiiiiiiiiiii :rules:
wo song hai ===> Aye Mere Humsafar… OR … Ay Mere humsafar ![]()
lekin chalein maan lete hein is baar ![]()
![]()
**Ruk Jaaaaaaaaaaaaaaaaaa O Dil Deewaneeeeeeeee
Puchoon To Mein Zaraaaaaaaaaaaa
Larki Hai Ya Hai Jaadu…
Khushbooo Hai Ya Nashaaaaaaaaa
Paas wo Aaye to Choo ke mein dekhun Zaraaaaaaaaaaaa
Ruk Jaaaaaaaaaaaaaaaaaa O Dil Deewaneeeeeeeee
Puchoon To Mein Zaraaaaaaaaaaaa**
Re: Antakshari
But still i ne like kia lolz
Re: Antakshari
iska kya matlab hua ?? ![]()
Re: Antakshari
AJ mosam, bharra baiman he bharra baiman he aaaaaj mosam
Re: Antakshari
Aapne mere ghalt jawab ko b like Kia, Ye boli me
Re: Antakshari
*mujhko is raat kii tanhaaii meN aawaaz na do
aawaaz na do! *:(
Re: Antakshari
O mere sona re sona re sona rre
de dungi Jaaan khwaffa matt hona re
Re: Antakshari
eHsan teraa hogaa mujh par dil kahtaa hai jo kahne do
mujhe tum se moHabbat ho gaii hai palkoN kii chhaaoN meN, rahne do!
Re: Antakshari
O sathi re, Tere bina bhi kia jeenaaaa
Re: Antakshari
aa jaa aa jaa, maiN huN pyaar teraa
Allah Allah inkaar teraa
O'aa aa jaa aa aa aajaa...aa jaa aa jaa maiN huN pyaar teraa! :)
Re: Antakshari
Ajeeb dastaa he Ye, kaha Shro kaha khatam
ye manzile he konsi, na Tum samajh sake na hum
mubarake Tumeh k Tum, kisi ka noor ban gae
kisi k itne pass ho, ke sabse Door ho gae
Re: Antakshari
ek thaa gul, aur ek thii bulbul
donoN chaman meN rahte the
ik din saiyaad vahaN aa niklaa
le gayaa vo bulbul ko pakaR ke :(
Re: Antakshari
Ek ajnabi, Haseena se, Yu mulaqat ho gai
Re: Antakshari
allah allah buhat khoob
Re: Antakshari
allah allah buhat khoob
Ye u ne Tareef ki Ya gana gaya?? If gaya too A se kion gaya?