ANTAKSHARI

naa to kaaravaa.N kii talaash hai, naa to hamasafar kii talaash hai
mere shauq-e-khaanaa kharaab ko, terii rahaguzar kii talaash hai

mere naamuraad junuun kaa hai ilaaj koI to maut hai
jo davaa ke naam pe zahar de usii chaaraagar kii talaash hai

"i" i consider "i" as "haan" in urdu

Ashiqa main had say guzar janay ko
jee chahia
taray Dil main ajj utar janay ko
jee chahia
Dhoop tuu chahoon tuu pyaar be tu


     °°°Name?°°°

If u'wll call me rose,
will i smell like that!

º¤., ¸¸,.¤º¨¨¨¤FeeAmanAllah Guysº¤., ¸¸,.¤º¨¨¨¤

vow jo hum main tum main
qarar thaa
tumhain yad hoo ka na yad hoo


º¤., ¸¸,.¤º¨¨¨¤i wrote ur name in the sky but the wind blew it away...i wrote ur name in the ocean but the waves washed it away..I have written your name in the heart, so thats where it Stayº¤., ¸¸,.¤º¨¨¨¤

Wakat ne kia, kia haseen sitam
ham rahay na ham, tum rahay na tum

main shayair to nahin
magar aai hasin
jab se dekha maine tujhko mujhko shairi aa gai


hum ne dekhi hai un aankhon ke mehakte khushboo

Ik bar phir kaho zara
Ik bar phir kaho zara
kay meri sari kainaat
Teri ik nigah per nisar hay

ye hawa ye rat ye chandni
teri ik ada pe nisar hai
mujhe kyon na ho teri aaarzo
teri justajo mai bahar hai

inshaji utho, ab kooch karo

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif

don’t know the rest of it

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

[This message has been edited by makhmasa (edited October 31, 2000).]

wada ker lay saajna
tairay bina main na rahon
mairay bina tu na rahay ho ke judaa
ye wada raha......
ray ya phir hay.

yaaro sunlo zara, apna bhi kehna
jeenaa ho tau apun kai jaisay hi jeena
gari bangla nahin na sahi na sahi
bank balence nahin na sahi na sahi
in cheezon ki kia hai fikar
jee lo jaisay mast calandar

Rothay hoo tum
tum kasay manahoo piya
bolo na bolo na


     °°°Name?°°°

If u'wll call me rose,
will i smell like that!

º¤., ¸¸,.¤º¨¨¨¤FeeAmanAllah Guysº¤., ¸¸,.¤º¨¨¨¤

aaj mein ooper, aasman neechay
aaj mein aagay, zamaana hai peechay

[This message has been edited by makhmasa (edited November 01, 2000).]

new thread

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~ It is difficult to say what is impossible, for the dream of yesterday is the hope of today and the reality of tomorrow… ~