Antakshari

Re: Antakshari

Araaay… ThanDay ThanDay Paaani Se NahaaaN Chahye…

Gana Aye Ya na Aye… Gaana Chahye… :dhimpak:

Re: Antakshari

yaar lagtaa hai tum ko baRay zor say gaanaa aa raha hai :rolleyes:

Re: Antakshari

Agar Qatal Karnay Wala Qaatil honay ke Laaiq ho tou… Hum Qatal honay ke Liye…

har ghaRi tayaar Kaamraan haiN hum… Pakistani Fauj Ke Jawaan haiN hum :jhanda:

Re: Antakshari

LOLZ :hehe:

NaheeN… ABhi office anay se Pehaly.. Gana Gaya tha… So.. Abhi Itna ZOr ka naheeN aaraha :smiley:

Re: Antakshari

i think the last letter was Y…


Ye taara woh taara har taara -
Dekho jisse bhi lage pyaara
Ye taara woh taara har taara
Ye sab saath mein jo hai raat mein
Toh jagmagaaya aasmaan saara
**Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare **
Jagmag saare, har taara hai sharaara…

A :flower1:

Re: Antakshari

aaj phir tum per piyaar aaya hai

......

Re: Antakshari

inteha ho gyi intazar ki

Re: Antakshari

ik mera chand ik mera tara ammi ki ladli abba ka piyara
A

Re: Antakshari

Aao na Aao na
mere pass aao na

Re: Antakshari

Aap Jaisa Koi
Meri Zindagi Mein Aaiay
Tou Baat Bun Jai
Anhaan Baat Bun Jai
Aap Jaisa Koi
Meri Zindagi Mein Aaiay
Tou Baat Bun Jai
Anhaan Baat Bun Jai

Re: Antakshari

ImLi ka boota bairi ka paidd
imLi khatti meethay bairr
iss jungle mei hum do sher
chal ghar jaldi ho gayee daerr

:blush: