Dekha tujhay toe hua, hua, mein deewana
Daikh kay aisa laga, laga, saath purana,
huaaaayy, beganey kiyoun,huaayyy anjaaney kiyoun…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
(Thats how you play this..right..?)
Dekha tujhay toe hua, hua, mein deewana
Daikh kay aisa laga, laga, saath purana,
huaaaayy, beganey kiyoun,huaayyy anjaaney kiyoun…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
(Thats how you play this..right..?)
Na tu ayegi
Na hi chain ayega
Mere angan ki
Hari bailon ka
Har pata pata
Sukhta jayega
Na tu ayeGiIiiIIi!
Begin With The End In Mind!
Aati hay pawan jaati hay pawan
jougun ka bana ker vhais phiray
Pehlay to kabhee kabhee ghum tha
Magar ab hur dam tairee yaad satati hai
Magar ab hur dam tairee yaad satati hai
Pehlay to kabhee kabhee ghum tha
Magar ab hur dam tairee yaad hi ati hai
Pehlay to kabhee kabhee ghum tha
Magar yeh dard e judai hai hur ghari ab
Pehlay to kabhee kabhee ghum tha
Magar yeh daagh e judai hai hur ghari ab
barish ki chand boondaien meray dil ko bhigoti jaaien
Most of us will never do great things,but we can do small things in a great way.
Jhanjar pubdi na mutyaar bina
Ho dil dharkay na jhankar bina
Chup kar ja na kar shor
Naheen chalna taira zoar.
"Z"
zalim nazron se tum na mujh ko dekho mar jaoon ga
Oh jane jana mar jaoon ga
gaaey gi dunia geet mairay
aagay nahi attaa
since agay nahi ata, im gonna go with 'm' from 'merey'.
May bhi kharidar hoon
May bhi kharidoon ga
Pyar jahan bikta hai
Patah bata do
Dharkay dil maira bheegi raatoon main
Kar diya kia tou nay baatoon baatoon main
Ho sapnoon main khoya khoya rehta hoon main
Mushkil hai bohote jana
Sare mere dil ke raasetay
Han apni Quaid-e main hoon
koi raaseta nahi-hi-hi
Zindan banay hooway hain
sarae mere dil ke raasete
"R"
rim jhim rhim jhim paray phuaar
tera mera nit ka pyar
"R"
Rooz jita hon rooz marta hon
Jab terey shehar sey guzarta hon
[This message has been edited by PureLand (edited February 08, 2001).]
haseena dilruba
zara samnay aaa
mujhay yooN na sata tooN
maira dil naa jalaa
na daikha na daikha
na daikha tum jaisa
Jeevay Jeevay
Jeevay Pakistan
Pakistan Pakistan
Jeevay Pakistan.
na ji bher k daikha
na kuch baat ki
baree arzoo thi mulaqat ki
na ji bhar k daikha
hoowa kia jou qaboo main rah na sakay
wou ik shair bhaa j kah na sakay
baree dhoom thi jin k naghmaat ki
baree arzoo thi mulaqaat ki
na ji bhar k daikha na kuch baat ki
tha jin ko bhut shouq deedaar ka
nahi housla un main guftaar ka
badel dee rawish hum nay halat ki
baree arzoo thi mulaqaat ki
na ji bhar k daikha
khuda k leay kuch tou irshad hou
dhuhayee hou shikwa hou faryad hou
koee tarjmani hou jazbaat ki
baree arzoo thi mulaqat ki
kyun pareshan hai tu
tere jahan aur bhi hai
itne haseen aur bhi hain
hooo aur bhi hain
kyun pareshan hai tu
'tu'
tujhay apnay dil say, main kaisay bhulaa dooN
tairi yaad hi tou mairi zindagi hay
tujhay kia khaber hay k tujh say bichher ker,tarup ker ik pal guzara hay main nay
judayee k ghum say,paraishan hou ker,kaee baar tujh ko pukara hay main nay
sada day raha hay,tujhay peayr maira,mairi zindagi too kaha khou gaee hay
tujhay apnay dil say main kaisay bhulla dooN