agar mile khuda toooooooooo
puchunga khudayaaaaaaaaa
jism mujhe deke mitti ka
shishey sa dil kyon banaya
aur uspe diya fitrat
ke woh karta hai mohabbat
wah re wah teri kudrat
wah re wah teri kudrat
uspe de diya kismat
kabhi hai milan kabhi furkat
kabhi hai milan kabhi hai furkat
yehi kya woh mohabbat
wah re wah teri kudrat
sisak sisak ke is dil se
aah nikalti rahi
mujhko saza di pyar ki
aisa kya guna kiya
to lutgayeeeeee haan lutgaye
to lutgaye hum teri mohabbat mein.
neele neele ambar par
chand jab chaye
pyar bhadakaye
humko tarasaye
aisa koi sathi ho
aisa koi premi ho
pyas dilki bujha jaye
...
Salamz you all
Yaar bina dil mera nahin lagta
Pyaar bina dil mera nahin lagta
Ho nahin lagta, nahin lagta
Yaar bina dil mera nahin lagta
Aaney sae us ke aaye bahaar
jaaney sae us ke jaaye bahaar
baree mastaani hai meree mehbooba
One more for the road
aate jaate khosorat awara sarkoun pae
kabhi kabhi itifaaq sae
kitne anjaan loug mil jaate hein
unmein sae kuch loug bhool jaate hein
kuch yaad rehh jaate hein
na milta gam to barbadi ke afsane kahan jate
agar duniya chaman hoti, to virane kahan jate
chalo achchha hua apnon mein koi gair to nikala
agar hote sabhi apne, to begaane kahan jate
ye mera diwanapan hain,
ya mohobbat ka junoon
too na pehcjhane to hain ye
teri nazaron kasoor
Raam karae aisa ho jae
meri nindia tohae mil gae
mai jangoN tu so jae
ye mausam rangeen sama thahar zara o jaan-e-jaan
tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmaana
ruk to main jaaun jaan-e-jaan mujhko hai inkaar kahan
tera mera mera tera pyaar sanam na ban jae afsaana
Akhiyoun Kay Jharokoun Sae
Meiney Daikha Jo Saamnae
Tum Door Nazar Aaye
Baree Door Nazar Aaye
yar bina chain kahan re
pyar bina chain kahan re
sona nahi chandi nahi,
yar to mila
are pyar kar le..
laakhon hain nigaah mein, zindagi ki raah mein
sanam haseen javaan
hoThon mein gulaab hai, aankhon mein sharaab hai
lekin vo baat kahaan
Na Na Na Na Na Ray Na Ray na
Saadey Naal raho gay tey Aish karo gay
sadey naal
lal chadi, maidan khadi, kya khoob ladi, kya khoob ladi
ham dilse gaye, haye, hum dilse gaye, hum jaan se gaye, bas ankh ladi aur baat badhi
Aitebar Bhiiii aaa Hi Jayai Ga
Milo to sayhee Raasta koyi mil hi jaye ga
Milo to sayhee Milo to sayhee
Aitebar Bhiiii aaa Hi Jayai Ga
Dhoop may khara jal raha hoon mai
Saya do mujhay.........
PakJunooni ka Nara :) Pak Hamara Tumhara
Yaad na jae
beetae dinu ki
ja ke na aae jo din
dil kiun bolae unhein
dil kiun bloae
ek main aur ek tu
dono mile is tarah
aur jo tan man mein ho raha hain
woh to hona hi tha
Aaj musam baRa be-iman hai
anae wala koi tofan hai
O
aaj musam baRa be-iman hai
humko tumse ho gaya hai pyar kya kare
bolo, to jiye, bolo to, mar jaye,
Jahan peh savera ho basera wahin hai
kabhi chote chote shabnam key katrey
dekhee to hongey subho saverey
yeh naney see ankhein
jaagi hain shub bar