Antakshari... Come On!

Re: Antakshari... Come On!

Quote:
Originally Posted by hussain87
Mere mehboob mere sanam
sukriya maherbani karam
kab main nai ye soocha tha
kab manai ye jana tha
tum itna badal jao gai
tum itna muje chaho gai

Ghar aaya mera pardesi
Pyaas bujhi meri ankhiyan ki
Tu mere mann ka moti hai
In nainan ki jyoti hai
Yaad hai mere bachpan ki
Ghar aaya mera pardesi
Ab dil todke mat jaana
Rote chhodke mat jaana
Kasam tujhe mere aansuan ki
Ghar aaya mera pardesi