Sagar roye
lehrain shor machaeen
yaad piya ki aaye
naina bhar aayen
Aye Ho Abhi Baitho To SAhi
Janay Ki Batein Janay Doo..
Jee Bher ke Tumhein Mein Daikh To lon
Dil Qaboo Mein Anay Doo!
Duniya kisi kay piyaar main
Jannat say kam naheen
Ik dilruba hai dil main jo
Hooroon say kam naheen
Tum Badshah e husn ho
Husn e jahan ho
Jaan e wafa ho aur
Muhabat ki shaan ho
Jalway tumharay husn kay
Taroon say kam naheen
Duniya kisi kay piyaar main
Jannat say kam naheen
"N"
na thaa kucch to Khuda thaa, kucch na hotaa to Khudaa hotaa
Doboyaa mujh ko honay nay, na hotaa main to kyaa hotaa
"H"
"H"
Hum kyoun chale us rah par
jis rah par sab hi chalein
kyoun na chune woh raasta
jis par nahin koi gaya
ho sakay to mera aik kaam keroo
shamm ka ik peher mere naam keroo
kina kina jana bilo deh ghar
asah teh jana bilo deh ghar
ticket katow naley line banaw
asah teh jana bilo deh gar
'G'
"G"
Gore rang ka zamana
kabhi hoga na purana
bori dar tujhe kis ka hai
tera to rang gora hai
ho kay pagal teray IshQ mein
dhondhta phir raha hon tujhay
mujhko awaz de
mujhko awaz de
"D"
Duur jo aaj hain
Yaad aate to hain
Khwab adhure sahi
Khwab Sahara to hain
one of my fav songs!!!!
new thread
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~ It is difficult to say what is impossible, for the dream of yesterday is the hope of today and the reality of tomorrow… ~