Antaakshari XXXVI

aavaaraa huun, aavaaraa huun
yaa gardish men huun aasamaan kaa taaraa huun

aavaaraa huun, aavaaraa huun

gharabaar nahiin, sansaar nahiin
mujhase kisIko pyaar nahiin
usapaar kisiise milane kaa iqaraar nahiin
mujhase kisIko pyaar nahiin
sunasaan nagar anjaan Dagar kaa pyaaraa huun
aavaaraa huun, aavaaraa huun

"H"


*Shisha Hou Ya Dil Hou Akhir Toot Jata Hai *

hum tummmmmmmmmmmmmm
aik kamray maiN band hooN
aur chaabi kho jaaey

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

“J”


Hope is the pillar that holds up the world. Hope is the dream of the waking man.

jaathi hu mein.. jaldi hai kiya... dharkay jiya..woh kiu bhala?

B is it?


"If u must make a mistake, make a new one each time"

badilo me chup raha hai chand kio
apne husan ke zaya se pooch lo
chandi parhe hoe ham mand kio
apne he kese ada se pooch lo

mere hasrato pe bekadu se cha gaye
tum ko dekh ke nagha larkara gaye
mere hasrato pe bekadu se cha gaye
tum ko dekh ke nagha larkara gaye
nigha larkara gaye
ho raha ho me nashe me choor kio
jhomte faza se poch lo
ho raha bepeye sarroor kio
mere zulf ke ghata se pooch lo

badlo me chup raha hai chand kio
apne husan ke zaya se pooch lo
chandani parhe hai mand kio
apne he kese ada se pooch lo

door muj se gham hai aur kusi kareeb hai
aj mera piyar kitna kush naseeb hai
door muj se gham hai aur kusi kareeb hai
aj mera piyar kitna kush naseeb hai
kitna kush naseeb hai
kitna kush naseeb hai
jomta hai mera ang ang kio
apne roope ke sada se pooch lo
baj rahe hai jal tarang kio
geet cheerte hawa se pooch lo
badlo me chup raha hai chand kioapne husan ke zaya se pooch lo
chandi parhe hoe ham mand kio
apne he kese ada se pooch lo

"L"

likhay jau khtah tujhe
woh teri yaad mein
hajaroun rang keh
nazaray ban gayay
sawera jabh hua
tau phool ban gayay
jau raat ayi tau
sitaray ban gayay
likhay jau khath tujhe

tasviir banaataa huuN, tasviir nahiin banatI, tasviir nahiin banatI
ek khvaab saa dekhaa hai, taabIr nahiin banatI, tasviir nahii.n banatI

bedard muhabbat kA, itanaa saa hai afasaanaa
nazaron se milii nazaren, main ho gayaa dIvaanaa
ab dil ke bahalane kii, tadabIr nahiin banatI, tasviir nahiin banatI

dam bhar ke liye merI, duniyA men chale aao tarasii huI aaNkhon ko, phir shakl dikhaa jaao
mujhase to merI bigaDii, takadIr nahiin banatI, tasviir nahiin banatI

"B"

Bahut pyaar kartey haiN
tum ko sanam
Bahut pyaar kartey haiN
tum ko sanam
qasam chahey le lo
qasam chahey le lo
Khuda ki qasam
Bahut pyaar kartey haiN
tum ko sanam...

"S"


Hope is the pillar that holds up the world. Hope is the dream of the waking man.

sare sapne kahee ko gaye
hai ham kia se kia ho gaye

"G"

ghum hai kissi kay pyar mein
dil subhah ho ya shaaam
somethinsomethin somethin
hai uss ka naam
hai raam
(is that how the song goes ???)

if it is.. then start the next song with an
R

raah maiN un se
mulaaqaat ho gai
jis se dartey they
wohi baat ho gai

"G"


Hope is the pillar that holds up the world. Hope is the dream of the waking man.

ghonghat me chera ap ka
kuch is tarha se kho gaya
jhagra he jese
chand ka
badilo se ho gaya

"G"

Guzray zamaney waley
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho
Sajna ko dekh key nazarey jhukaney waley
Gohray hojaney waley ho
Kharey kharey raastey mein thuk thuk janey waley neer bhaney waley ho
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho.

humein tumse pyaar kitna
ye hum nahi jaante
magar jee nahi saktay
tumharay bina....

suna gham judaai ka uthate hain log
jaane zindagi kaisay bitate hain log
din bhi yahan lage baras k samaan
humein intezaar kitna
yeh hum nahi jaante
magar jee nahi saktay
tumhare bina...

baahon ke darmiyan do piyar mil rahe hain
jane kia bole man dole sun yeh badan
dharkan bani zubaan
kulte band hote labo ke yeh unkahe
muj se keh rahe hai
bharhane de bekudi..
mile to door jaye nas nas me bigliyan

"b"

bas ki dushwaar hai har kaam ka aasaan honaaa
aadamii ko bhii mayassar nahiin insaan honaa

giriyaa chaahe hai Kharaabii mere kaashaane kii
daro diivaar se Tapake hai bayaabaan honaa

humein bus yeh pata hai
keh woh
bahut khoobsurat hai
lifafai keh liyayay lekin
patay ki bhi jaroorat hai

har aik baat pey kahtey ho tum
ke tu kya hay
tumhai kaho
ye andaaz-e-guftugoo kya hay
har aik baat pey...

"P"


Hope is the pillar that holds up the world. Hope is the dream of the waking man.

pal bhar mein yeh kiya ho gaya
wo mein gayi wo maan gaya
chunri kahe sun ri pawan
sawan naa aa ab k sajan
din bhar mujhe sataaye
tum bin ab to raha nahi jaaiy

jo bhi bura bhala hay
Allah jaanta hay
Bandey ke dil maiN kya hay
Allah jaanta hay
jo bhi bura bhala...

"B"


Hope is the pillar that holds up the world. Hope is the dream of the waking man.

balmaa sajnaa
kache dhaage
sachay pyaar k na toor
k tere bin nahin jeena
mar jaana dholnaaa...