Antaakshari XXXV

sano ek pal chaain na avay
oo sajna tere bina oo sajna tere bina

sano ek pal chaain na avay
sajna tere bina..sajna tere bina
sada kalliyan jee nahi lagna
sajna tere bina..sajna tere binaa

Bejaan Dil Ko , Bejaan Dil Ko Tere Ishq Ne Zinda Kiya,
Phir Tere Ishq Ne Hi Is Dil Ko Tabah Kiya
Tadap Tadap Ke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi, Mujhko Saza Di Pyaar Ki,
Aisa Kya Gunah Kiya,
Toh Lut Gaye, Haan Lut Gaye, Toh Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein,
Tadap Tadap ke is dil se Aah Nikalti ragi, mujko saza di pyaar ki..

kya huwa tera wada…
wo kasam..wo irada…
kya huwa tera wada…

“W”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

*sniff *sniff.. sehar..

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif

my favorite song… i am

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif

oh my goshhh i love this song

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

hmm ‘w’
wo meri neend mera cheen mujhee lota do
wo mera piyar mera dard mujhee lota do
neend jitne bhee me ne koi hai
cheen jitna bhee me ne koya hai
wo meri yad
meri umeed
mujhee lota do

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif

sighhh
‘D’

awww Nia I love that song to :slight_smile: one of NFAK’s best creations…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif

don’t cry so much

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

daikha ek khaab to ye silsile huay
door tak nigahoon mein gul khilay huay
ye gila hai aapki nigahoon se
phool bhi hoon durmiyan to faasle huay..

meri saason mein basi khusbo teri
k tere pyaar ki hai jadogari
teri awaz hai hawaaon mein
pyaar ka rang hai fizaaon mein
dharkanon mein hain tere geet milay huay
kiya kahoon k sharam se hain lab silay huay..

“H” (sorry sofina

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

)

sehar i though u was my friend..

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif

khair…
nice song

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

sehar

Humko tumse pyaar hai, jiya beqaraar hai
Aaja meri bulbul, tera intezaar hai

Tere bin o jaanam neend bhi aati nahin
Chain bhi aata nahin, jaan bhi jaati nahin
Dil tera bimaar hai, ek sau din bukhaar hai
Aaja meri laila, tera intezaar hai
Humko tumse pyaar hai, jiya beqaraar hai
Aaja meri bulbul, tera intezaar hai

“H”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

ham ko hame se chura lo
dil me kahe tum chupa lo
ham akele kho na jaye
door tum se ho na jaye..
pas ao gale se laga lo
ham ko hame se chura lo
dil me kahe tum chupa lo
ham akele kho na jaye..
door tum se ho na jaye..
pas ao gale se laga lo

i loveeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee this song.. can go crazy of over it..

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

‘L’

lady hear me tonight
cuz my feeling is just so right
as we dance by the moonlight
can't you see you're my daylights

lady i just feel like
i can't get you out of my mind
i feel loved for the first time
and i know that its true
i can tell by the look in your eyes

"e"

sniff sniff aham aham

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

ek larki hai
dewani se
us larki pe
me marta hon
jo dekho to
sharmate hai
is ada se muhabat me karta honnn
ek larki hai
dewani se

‘S’

abbay Nia teri problem kiya hai beh? mera har song quote karti ho

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif

gala kharab hai kiya? har waqt ahem lagai hui hai..sheesh..

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif

sarakti jaiy hai rukh se nakab ahista ahista
nikalta aa raha hai aftaab ahista ahista
jawan hone lagay wo to humse kar liya parda
hayaa yak-lakht aaye aur shabab ahista ahista
shab-e-furkat ka jaga hoon farishto ab to sonay do
kabhi fursat mein kar laina hisaab ahista..

loos familiar

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

aaney walaa kal ik sapna hay
guzra huaa kal bus apna hay
hum guzray kal maiN rehtay haiN
yadooN ke sub jugnoo
jungle maiN rehtay haiN
aaney waala kal...

"K"


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

Kisi Roz Tumse Mulakat Hogi
Meri Jaan Us Din Mere Saath Hogi
Magar Kab Na Jaane Ye Barsaat Hogi
Mera Dil Hai Pyasa
Mera Dil Akela
Zara Tasveer Se Tu Nikal Ke Saamne Aa
Meri Mehbooba

"M"


*Shisha Hou Ya Dil Hou Akhir Toot Jata Hai *

Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Ussay kahon Kabhi Saamne To Aaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye

Kaisa Hai Kaun Hai Woh Jaane Kahan Hai
Jiske Liye Mere Hoton Pe Aah Hai
Apna Hai Ya Begana Hai Woh
Sach Hai Ya Koi Afsana Hai Woh
Dekhe Ghur Ghur Ke, Yunhi Door Door Se
Use Kahon Meri Neend Na Churaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye

Aah aah aah..........
Shehnaaiyon ki sada keh rahi hai
Khushi ki mubaarak ghadi aa gayi hai
Saji surkh jodi mein chaand si dulhan
Zameen pe falak se pari aa gayi hai
Aah aah aah.........

Dulhe ka sehra suhaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai
Palbhar mein kaise badalte hain rishte
Ab to har apna begaana lagta hai

Saat pheron se bandha janmon ka yeh bandhan
Pyaar se joda hai rab ne preet ka daaman
Hain nayi rasmein, nayi kasmein, nayi uljhan
Honth hai khaamosh, lekin keh rahi dhadkan
Dhadkan dhadkan.........

"D"

Dil Deewana na jane kab kho gaya
tune aise dekha ke kuch ho gaya
kuch ho gaya kuch hogaya meri jaan

Dil Deewana na jane kab kho gaya...

G

Gumsum gumsum gup chup, gumsum gup chup
Halchal halchal ho gayi teri, honth hai tere chup
Khalbal khalbal ho gayi teri, baithi hai tu gupchup
Pyaare pyaare chehre lekar dediya ishaara
Dekha teri aankhon mein hai sapna koi pyaara
Humse gori naa tu sharma, kehde humse zara

Kehna hi kya yeh nain ek anjaan se jo mile
Chalne lage mohabbat ke jaise yeh silsile
Armaan naye aise dil mein khile
Jinko kabhi main naa jaanoon
Voh humse, hum unse kabhi naa mile
Kaise mile dil naa jaanoon
Ab kya kare, kya naam le
Kaise unhe main pukaaroon

pehla nasha pehla khumar
naya pyaar hai naya intezaar
karlon mein kiya apna haal
aay dil-e-bekarar mere dil-e-bekaara
pehla nasha pehla khumar

urta hi phiron in hawaaon mein kahin
ya mein jhool jaaon in ghataaon mein kahin
ek kardon asmaan aur zaamein
kaho yaaro kiya karon kiya nahi
pehla nasha pehla khumar
naya pyaar hai naya intezar...

uss nay baat ki kuch aisay dhang se
sapnay de gaya wo hazaron rang k
reh jaaon jaisay mein haar k
aur chumay wo mujhe pyaar see
pehla nasha pehla khumar
naya pyaar hai naya intezaar..

Ishq hua, kaise hua
Achha hua jaise hua
Na main jaanoon, na tu jaane
Kyoon ho gaye hum deewane
Arre re re re re

Jhuki jhuki nazarein hai
Ruki ruki saansein hai
Dhak dhak karta hai dil

do lafzoon ki hai dil ki kahani
ya hai mohabbat ya hai jawani
la la la la la

dil ki baaton ka matlab na poocho
kuch aur humse bass ab na poocho
jis ke liye hai duniya dewani
ya hai mohabbat ya hai jawani

ye kashti wala kiya gaa raha tha
koi usse bhi yaad aa raha tha...
la la la la
kissay puranay yaadien puraani
ya hai mohabbat ya hai jawani

iss zindagi k din kitnay kam hain
kitni hain khushiyan aur kitnay gham hai
lag ja galay se rut hai suhani
ya hai mohabbat ya hai jawani...