maiN dhuundhta hooN uN ko raatoN ko khayalooN maiN
vo mujh ko mil sake na subah ke ujaale maiN
jo yuuN barbaad hote haiN, vo kab aabaad hote haiN
dil-e-naashaad hote haiN, vo ek fariyaad hote haiN
uljhaa huaa huuN kab se, gham ke ajeeb jaaloN maiN
maiN dhuundhta huuN...
gaa raha houn is mehfil mein
aapki inayat hai
aaj houn mein jau kuch bhi woh
aapki inayat hai
zindagi seh bhi kia shikwa
khudh seh hi shikayat hai
aaj houon mein jau kuch bhi woh
aapki inayat hai
inayat hai
'.......I always knew looking back on the tears
would make me laugh...
But i never knew looking back on the laughs would
make me cry......'
haan judaai se darta hai dil
haan judaai se darta hai dil
maut se to mein darta nahi
aur darta to sun le sanam
sun le sanam
pyaar tujh se mein karta nahi
mein akela na reh paaoon ga
door tak raat hi raat hai
zindagi ek alag cheez hai
zinda rehna ek alag baat hai
umar kaisay guzar paee gi
umar kaisay guzar paee gi
ek pal jab guzarta nahi
aur darta to sun le sanam
sun le sanam
pyaar tujh se mein karta nahi
barsaat ke mausam maiN
tanhayi ke alam maiN
meiN ghar se nikal ayaa
botal bhi utha layaa
abhi zinda hooN to jee laine do
bhari barsaat maiN pee laine do
Yeh shaam ki tanhaiyaan
Aisay main taira gham
Yeh shaam ki tanhaiyaan
Aisay main taira gham
Pattay kaheen kharkain Hava
ayee to chaunkay hum
Yeh shaam ki tanhaiyaan
Aisay main taira gham