inhi lougoun nai lay lia dupatta mera
inhi logoun nai
inhi logoun nai,
hamri na manau sipaiyya seh poochu
jis nai
jis nai
isharfi bhar lia dupatta mera
inhin logoun nai lay lia dupatta mera
M
'.......I always knew looking back on the tears
would make me laugh...
But i never knew looking back on the laughs would
make me cry......'
Rim Jhim giray savan
Sulag Sulag ja'ay mun
Bheegay aaj is mausam main
Lagi kaisee yeh agan
Rim Jhim giray savan
Jab ghungroo'oo(n) si girtee hain boondain
Armaa(n) hamaray palkain na moondain
Kaisay daikhain sapnay nayan
Sulag sulag ja'ay mun
Bheegay aaj is mausam main
Lagi kaisee yeh agan
Mehfil main kaisay keh dain kisi say
Dil bandh raha hai kis ajnabi say
Ha'ay karain ab kiya jatan
Sulag sulag ja'ay mun
Bheegay aaj is mausam main
Lagi kaisee yeh agan
Hum chup hain kay dil sun rahay hain
Dharkanoon ko
Aa'hatoon ko
Sansain ruk si gayee hain
Hum chup hain kay dil sun rahay hain
Daikho ab duniya ko ghaur say
Pehlay say na'ee pehlay say hasee(n)
Hum ko tha milna hum mil gayay
Kiya yeh asmaa(n)
Kaun yeh zamee(n)
Hum jo daikhain tum ko daikhain
Sansain ruk si gayee hain
Hum chup hain kay dil sun rahay hain...
Khushboo kay sa'ay main baith kay
Phool hum chunain
Khuab hum bou'nain
Is say agay kuch na sochain
Sansain ruk si gayee hain
Hum chup hain kay dil sun rahay hain...
Dard apnata hai
paraey kauN
kauN sunta hai
aur sunaey kauN
"K"
Programming today is a race between software engineers striving
to build bigger and better idiot-proof programs, and the Universe
trying to produce bigger and better idiots. So far, the Universe
is winning
barsaat keh mausam mein
tanhai keh aalaam mein
mein ghar seh nikal aya
bottle bhi utha laaya
abhi jinda houn tau jeelaainay dau
bhari barsaat mein pey lainay day
mairay dushman hain jamanay keh ghum
baad peynay keh yeh hautai hain kum
julm duniya keh na seh paaonga
bin peyyay aaj na reh paaonga
mujhe haalaat seh takraana hai
aisai haalaat mein pey lainay dau
abhi jinda houn tau jeelainay dau
'.......I always knew looking back on the tears
would make me laugh...
But i never knew looking back on the laughs would
make me cry......'
dil deta hai ro ro duhaaii
kisi se koi pyaar na kare
dil deta hai ro ro duhaaii
kisi se koi pyaar na kare
bari mehngi pare judaaii
kisi se koi pyaar na kare