Ghupchup baate karne laga tere badan se mera badan
Jeene laga main marne laga chu maine tera badan
Payar ki aag main jalne laga kya tera kya mera badan
Aa main chhod ke ye duniya tere dil main aa jaaon
Tukar tukar yoon mat dekho main tum se shrma jaan
jaanay do jaanay do
mujhay jaana hai....
wada jo kiya hai wo nibhana hai.....
aaj kisee say mylaqaat hai mairee
kon hai woh
bolo kon hai woh
mairee jaan hai woh......
"w".
Woh pehli baar jab han mile hathon jab ham chaleHogaya yeh dil dewana, hota hai pyar kya kisne jaana
Teri aankhon mein jannat basa ke chala, teri zulfo ki chauv mein chalta chla
Tere naino mein chain, tere lab pe khushi, tujhko hee main mohabbat bana ke chala
"c"
(is this antaakshari juz 4 bollywood songs or lollywood too)
Chand jaisay chehray par jab ho zulf ghanairee shaam
Jidhar say guzray daikh kay oos ko hur koi poochay oos ka naam
Band hain lab aur bolti ankhain
Aa kar mairay mun main jhankain
Chalkay mairay dil ka jaam
Naam batado naam
Naam batado naam
Sab hi poochain oos ka naam
Sab hi poochain oos ka naam
Chand jaisay chehray par jab ho zulf ghanairee shaam
Jidhar say guzray daikh kay oos ko hur koi poochay oos ka naam
Khushboo ka jhonka ho jaisay
Sha'ir nay socha ho jaisay
Jaisay mai kash ka anjaam
Naam batado naam
Naam batado naam
Sab hi poochain oos ka naam
Sab hi poochain oos ka naam
Chand jaisay chehray par jab ho zulf ghanairee shaam
Jidhar say guzray daikh kay oos ko hur koi poochay oos ka naam
Pariyoon ki rani ki soorat
Kis nay takhleeq yeh moorat
Kis kay haathoon ka hai kaam
Naam batado naam
Naam batado naam
Sab hi poochain oos ka naam
Sab hi poochain oos ka naam
Chand jaisay chehray par jab ho zulf ghanairee shaam
Jidhar say guzray daikh kay oos ko hur koi poochay oos ka naam
aaiye aapka intazar tha
aaiye aapka intazar tha
dair lagi annay mein tumko
shukar hai phir bhi aay tum
aas ne dil ka saath na chura
waisay hum gabhraiy to
aaiye aapka intezar tha
tum milay
dil khilay
aur jeenay kau
kia chachiyay
na hau tu udaas
teray paas paas
mein rahounga jindagi bhar
saray sansaar
ka pyar
mainay tujhe mein paya
'"Tell me whom you love and I will tell you who
you are.........."
Chand sitare, phool aur khushboo, yeh tu saare purane hain
Hun hun.............
Kaali ghatayen, barkha sawan, yeh to sab afsaane hai
Taaza taaza kali khili hai, hum uske deewane hai
Andaz hain uske naye naye, hai naya deewanapan
Pehena ke taaz jawaani ka, haske laut gaya bachpan
Geet ghazal sab kal ki batain, uske neya tarane hai
Taaza taaza kali khili hai, hum uske deewane hai
Yaad kiya dil nay kahan ho tum
Jhoomti bahar hai kahan ho tum
Piyar say pukaar lo jahan ho tum
Piyar say pukar lo jahan ho tum
Kho gayay ho aaj kis khayal main
Dil phansa hai baikasi kay jaal main
Matlabi jahan meherbaa(n) ho tum
Yaad kiya dil nay kahan ho tum
Piyar say pukar lo jahan ho tum
khamoshiyan gungunane lageen
tanhaiyaan muskrane lageen
sargoshi kare hawa
chupke se mujhe kaha
dil ka haal bata
dilbar se na chupa
sun ke baat yeh
sharm se meri
aankhain jhuk jane lageen
khamoshiyan gungunane lageen
tanhaiyaan muskrane lageen
dil ka yeh karwan
youn hi tha rawan dawan
manzil na hamsafar
lekin ay meharbaan
teri vo ek nazar
kar gayi asar
duniya sanwar jane lagi