Antaakshari XVII

Un ki gali main aanaa jana
aadat si ik ho gai hay
dekh ke un ko ji behlana
aadat si ik ho gai hay
un ki gali mian aanaa jana
aadat se ik ho gai hay

H


L º hh ª ™
GOD IS MY BOSS

[This message has been edited by DeSiMuNdA (edited November 10, 2000).]

Hum or tum
tum or hum
khush hain yooN aaj mill k

koi mil gaya
mera dil gaya
kya bataaooN yarooN
maiN to hil gaya
koi mil gaya
mil hi gaya…

B-B- “G”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif


~ It is difficult to say what is impossible, for the dream of yesterday is the hope of today and the reality of tomorrow… ~

Goray rang ka zamana
Kabhee hoga na purana
Gori dar tujhay kis ka hai
Taira to rang gora hai

har qasam say bari hai qasam pyaar ki
mar kay be iss qasam ki na toray gay hum

H

Hum hor tum
uss pay ya sama
asay main ka be day
Dil ki dastan

D


Be good and be happy :)

Deedi tara dawar dewana
hay ram kurihon ko
dalay dana
dan da hai uss ka purana
hay ram

R

Raishmi romal kurta jali ka
Roop saha na ja'ay nakhray wali ka.

kajra Mohabat wala
eikeno main asa dala
kajray na lay le mari jaan
hayy main taray qurban

Q

qasam se qasam se
ham ayen gay
shadi ka jora
hum lain gay
dulhan hum lay jain gay

G::


Yesterday is history,
Tommorow is a mystery,
Today is a gift,
That's why we call it PRESENT!

Gazab kia hai din
dako zara
ya dewana pan
pochoo zara
tum be Akailay
hum be Akailay
maza a gaya hai
qasam sayyy

S


     °°°Name?°°°

If u'wll call me rose,
will i smell like that!

º¤., ¸¸,.¤º¨¨¨¤FeeAmanAllah Guysº¤., ¸¸,.¤º¨¨¨¤

sat samander paar main taray peechay peechay
a gahi main taray peechay peechay a gahi
hoo Zlimi mari jaan taray qadamo ka nechy a gahi sat samander par main taray peechay

P


o©º°¨¨°º©yeh zameen jab na thi, aasman jab na tha chand sooraj na thay , yeh jahan jub na tha, raz-e-haq b kisi per ayaan jub na tha, jab na tha kuch yahan tha magar tu hi tu allah hu allah hu allah hu tu hi tu tu hi tuo©º°¨¨°º©

paal do paal ka ya safar
paal do paal ka sath
hum nay hass kar app say
yohen kar lee baat
app ko samjay hoo gahi
bin payal barsath oye oye
had kar dee app nay had kar De

D

Dil main hoo tum
jaan main hoo tum
bolo tumhan kasay chhaho
jaan jaan jaan
jaan jaan jaan

J


o©º°¨¨°º©yeh zameen jab na thi, aasman jab na tha chand sooraj na thay , yeh jahan jub na tha, raz-e-haq b kisi per ayaan jub na tha, jab na tha kuch yahan tha magar tu hi tu allah hu allah hu allah hu tu hi tu tu hi tuo©º°¨¨°º©

jab se tum ko dekha hai sanam
kia kahan kitne hai bechan

N


Muhabato ka apne nisab mangata tha
chahato ke apne hisab mangta tha
ajab shaks tha sab kuch jan ke be
aksar apne siwalo ke jawab mangata tha

(Parveen Shakir)

nia_khan welcome
ok it should be B not N...cz we pick first letter from last word...

Baqarar main baqarar
Dil baqarar
bass jaldi say pyaar hoo jay
abb ka saal..mara ya haal
bass katham ya intazar hoo jay

Baqarar main baqarar

B

barsoon ka bad
barsay han ajj
badal zameen ko
tarsay haan ajj

A


o©º°¨¨°º©yeh zameen jab na thi, aasman jab na tha chand sooraj na thay , yeh jahan jub na tha, raz-e-haq b kisi per ayaan jub na tha, jab na tha kuch yahan tha magar tu hi tu allah hu allah hu allah hu tu hi tu tu hi tuo©º°¨¨°º©

Aray ray aray yeh kiya hoa
Koi na yeh jana
Aray ray aray ban ja'ay na
Kaheen koi afsana.

"A"

AankhooN ki gustaakhiyaaN maaf hooN
ik pal tujhay daikhti haiN
jo baat kehna chahey zubaaN
tum se ye wo kehti haiN

“H”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~ It is difficult to say what is impossible, for the dream of yesterday is the hope of today and the reality of tomorrow… ~

Ho sakay to maira aik kaam karo
Shaam ka ik peher mairay naam karo.

"K"