Antaakshari XLVIII

Hastey hastey
kat jaye rastey
zindagi yuhi chalti rahe
khushi miley ya gham
badley ge na hum
duniya chahe badalti rahey

Song: Ranjish Hi Sahi, Artist: Mehdi Hassan

Ranjish hi sahi dil hi dukhaney key liye aa.
Aa phir sey mujhey chor key jaaney key liye aa.

Kis kis ko bataengey judayi ka sabab hum.
Tu mujh sey khafa hai to zamaney key liya aa.

Pehley sey marasim na sahi phir bhi kabhi to.
Rasm-e-rah-e-duniya hi nibhaney key liye aa.

Kuch tu bhi merey pindar-e-mohabbat ka bharam rakh.
Tu bhi to kabhi mujh ko mananey key liya aa.

Jaisey tujhey aatey hain na aaney kay bahaney.
Aisey hi kisi roz najaney key liye aa.

Mana keh mohabbat ko chupana hai mohabbat.
Ek din tu yahi baat jataney kay kiye aa.

Ek umr sey hoon lazzat-e-girya sey bhi mehroom.
Ae rahat-e-jaan mujh ko rulaney key liye aa.

Ab tak dil-e-khush fehm ko hain tujh sey umeedain.
Yeh aakhri shmmein bhi bujhaney key liye aa.


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

aaNkhon men mastii sharaab kii
kaalii zulfon men aaNhen shabaab kii
jaane aaii kahaaN se TuuTake
mere daaman men pakhuDii gulaab kii

Kinnna Shona Tanoo, Rub nay Banayannnnnn,
Kinna Shona Tanoo, Rub nay Banayaaan,
Dil karay dhaik ta rawan, Kinna Shona Tanoo,
Rub nay banayaa,

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/supercool.gif


Dil Dil Pakistan,
Jaan Jann Pakistan,

Shobe(The Best Cricketer)

bas bayi bas ziyada baat nahi chieef saaab
aaj kay baad mulaqaat nahi chieef saab
bin kay hote hoye dair nahi lagti
..lalalalllllll nahi lagti.......


©!²ºº¹¸.·´¯·.¸¸.·´¯· .® ** ~The Real TigerStyle~ **®·´¯·.¸¸.·´¯·.²ºº¹!©

yeh raat or yeh doori
tera milna hai zaroori
keh dil mera dhak dhak bolay
deewana liye jaaye hichkolay

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

from the film ANDAAZ APNA APNA

next letter: yay

Hum the Jinke Sahaaray
Wo hue na hamare
Doobe jab dil ki Nayya
samne the Kinare..
Hum the jinke Saharay........

Late NFAK

shams-ud-doha, badr-ud-doja
teri baDee tauqeer hai

soorat teri shaah-e-umang
allah ki tasveer hai
aisi soorat teri kamliwaale

allah ne paas bulaa hi liya bin dekhe Khuda bhi rehna saka

duniya se

unka hai mujh ko aasraa
me.n hoo.n ghulam-e-mustafa
kaisi meri taqdeer hai


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

Shehzad Roy's dholna

holay holay
mera dil yeh dolay
rokoun iss ko
phir bhi yeh bolay
dil chahay mera tu bhaag jagane aa bhi ja
tu hi mera apna, dholna
zara mujh say hans kay bolna
kabhi dil wali khirki kholna
tu hi mera apna dholna...


xpect d unxpected<<

Dil ki baateiN
dil hi jaaney
maiN kya jaanooN
maiN kya jaanooN…

“J”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…

Jadoo ka Chiragh, Arist: Awaz

Jangalon kay jadoo bharay ghaaron say,
Paar kiay main nay darya kaee,
Teray liyay dekhi hai yeh duniya naee,
Saat samandaron ki teh main gaya,
Kaisay kaisay khatrorn ko mol liya,
Pyaar ka moti main nay chamkaaya,
To phir kahin jaakay main nay tujhe paaya

Tu, meray liyay, jadoo ka chiragh hai,
Tujhe dhoondun har su
Yeh to bataa, paani hai keh aag hai,
Kahaan khoya hai tu.....

Paani hai to meetha meetha paani hai,
Aag hai to meethi meethi aaga hai tu,
Jab kabhi khoya main andhairon mein,
Deep jalaata huwa raag hai tu,
Chaand mein dekhun tera chehra main,
Kalyon mein chupi huwi tu khushboo,
Raat mein bhoola huwa raahi main,
Raah dikhaata huwa tu jugnu.

Jadoo ka Chiragh....Jadoo ka Chiragh,
Tu jugnu hai, tu khushboo hai,
Jadoo ka Chiragh

Aaya hoon main, jaana bhi hai door mujhe,
Paana hai Chiragh zaroor mujhe,
Jadoo ka Chiragh.....Tu manzil hai,
Jadoo ka Chiragh.....Tu mera dil hai,
Tu jaadoo, khushboo, jugnu har su,
Teray liyay yahaan tak aaya hoon,
Apna main tujh ko banaaunga,
Main tujhe laikay hi jaaunga!

Jadoo ka Chiragh.....Jadoo ka Chiragh


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

hey it was not supposed to be J

please rectify

huh?? the 2nd last song above (by me) ends with jaanooN…so the first letter of the last word is “J”…that’s how

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…

Chahat nadiya
Chahat saagar...
Chahat dharti
Chahat amber...
Dil ka dhadakna
yehi chahat hay...
neend na aana
yehi chahat hay...
chahat na hoti
kuch bhi na hota...
chahat na hoti
kuch bhi na hota...
tu bhi na hoti
maiN bhi na hota...
Dil ka dhadakna
yehi chahat hay...
neend na aana...

"A"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

AAenay kay so tukray,
kar kay hum nay daikhay hain,
aik main bhe tunha thaaay ,
so main bhe akaylay hain,
SOO main bhe akaylay hain

Aaenay kay so tukray,
kar kay hum nay daikhay hain,

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/cool.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/supercool.gif

hay jazba janoon, to himmat na haar
justaju jo karay woh cchuway asmaan
mehnat, apni ho gi, pehchan, kabhi na bhulo
sab ki nazron main, pakistan, kabhi na bhulo
pakistan hay tumhara, pakistan hay hamara


xpect d unxpected<<

ok, don't kill me if i get this wrong...think these are the wordings...

hosh waalooN ko khabar kya
zindagi kya cheez hay
ishq kijiyay, phir samajhyay
zindagi kya cheez hay
hosh waalooN...

"W"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

Woh Kaun Thi, Artist: Vital Sign

Woh kaun thi,
Tamaam shehr us kay husn mein gum tha,
Woh kya gayi,
Kay phir to mustaqil khizaan ka mausam tha...

Woh kaun ti

Woh khwab thi,
Neend thi, khusboo thi, kya thi woh,
Kya thi woh...

Woh kaun ti

Kisi say na milti,
Na woh baat karti,
Magar muskaraahat,
Nigaahon mein hoti...
Woh aayi thi jaisay,
Kahin aasman say,
Kisi kehkashan say,
Na jaane kahan say,
Jaane kahan say...

Who kaun ti

Woh aanchal samaitay,
Kitabein uthaaye,
Chali jaarahi hai,
Nigahain chupaaye...
Bohat shoq se main,
Qareeb uskay jaata,
Woh nazrein dikhaati,
To kuch keh na paata,
Kuch keh na paata...

junoon's pyaar bina

pyar bina, hum juda tum juda
pyar bina, pyar bina
pyar bina, kya bashar kya khuda
pyar bina, pyar bina

dil say dil koi nazdeek ata rahay
aur ruhon ka ruhon say nata rahay
zindagi kuch nahi bandagi kuch nahi
pyar bina, pyar bina

pyar to hay lagan pyar to hay junooN
sirf milnay say milna nahi hay sukoon
ruh pyaasi rahay ik udasi rahay
pyar bina, pyar bina

pyar bina, hum juda tum juda
pyar bina, pyar bina
pyar bina, kya bashar kya huda
pyar bina, pyar bina


xpect d unxpected<<

alrite! here's my chance...one of my favs ahem ahem

barsaat ke mausam maiN...
tanhai ke aalam maiN...
barsaat ke mausam maiN
tanhai ke aalam maiN
maiN ghar se nikal aaya
botal bhi utha laaya...
abhi zinda hooN to jee lay ne do
jee lay ne do...
bhari barsaat maiN pii lay ne do...
abhi zinda hooN to jee lay ne do...
bhari barsaat maiN pii lay ne do...

"D"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...