dosti aisa naata
dosti aisa naata
jou sonay say bhi mahngaa
jou sonay say bhi mahngaa
JUNOON,Azadi, Meri awaz suno, Music: S.A.
Meri awaz suno mujhe azad karo
Meri awaz suno insaf do
Azad karo Insaf do
Karon kuon ghulami teri
Ghulami teri kuon zalaman
Meri awaz suno mujhe azad karo
Meri awaz suno insaf do
Azad karo Insaf do
Mangon na Khudai teri
Mangon men to haq zalama
Meri awaz suno mujhe azad karo
Meri awaz suno insaf do
Azad karo Insaf do
Tere sang zamana sara
Khuda he mere sang zalama
Meri awaz suno mujhe azad karo
Meri awaz suno insaf do
Azad karo Insaf do
"kaisay na karta usko main pyar, uski haseen main sukh thay hazaar, bichar gayay hum dukh ki hay baat"
Door kahin jab din dhal jai
Chand ki dulhan badan churaii
Chupke say aii
Merey khialon kay angan may
Koi sapnon kay deep jalaai
Jab deep jaley aana jab chaand dhale aana
sanket milan ka bhool na jaana
mera pyaar na thukrana.
Thaath Nawabi, Baath Nawabi..Wa tere Kya baat haiii,hi hi hi hi
Thaath Nawabi, Baath Nawabi.. Wa tere kya baat haiiiii
Julie kee Amme, Raju ke Mummy … Wa tere kya baat haii
Rhoto nahin yaar hum say…Karo Pyar wyar hum say…
ooooooooooo hoooo
Thaath Nawabi, Baath Nawabi.. Wa tere kya baat haiiii.
Thaath nawabi, Baath nawabi,wa tere kya baat haiiiiiiiiii
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/supercool.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif
Dil Dil Pakistan,
Jaan Jann Pakistan,
Shobe(The Best Cricketer)
Humne Ghar chora hai
Rassmon ko torra hai
Door kahin jaenge
nai Dunya bassaenge......
Humne GHar chora hai Rassmon ko torra hai...
hum ko humise chura lo
dil kaheen tum chupa lo
hum ko humise chura lo
hum akelay ho na jaye
dur tum se na ho jaye
hum ko humise ...
Hum Ho Gaye Aap Ke
Oh Ho Ho Hum Ho Gaye Aap Ke
Ho Mera Hosh Bhi Udaya Hai
Meri Neend Bhi Churayi Hi Aapne
Mera Hosh Bhi Udaya Hai
Meri Neend Bhi Churayi Hi Aapne
Oh Ho Ho Hum Ho Gaye Aap Ke
Oh Ho Ho Hum Ho Gaye Aap K
"kaisay na karta usko main pyar, uski haseen main sukh thay hazaar, bichar gayay hum dukh ki hay baat"
Khelona Jaan kar Tum To Mera Dil Torrrr Gatee ho.
Khelone jaan kar tum to mera dil toor gateee hoooooo
HOOOOOOOOOOOOOO Mujhay IS haal mian Kiss kay wavalay choor gatay hoooo
Khelonaaaaaa
Jaann Kar tum to Mera Dil T00r Gatee hooo
++++++++++++++++++++***++++
Khuda ka Wasta Day kar maloon dor hon lakin
Tumhara Rastaaa main Rook loon, Majboor hon lakin
Kay main Chaal Bhe nahin sakta or tum Daurrrrr gaate hooooo
hoooooooooooooo ooooooo
Khelona jaan kar tum to mera dil toor gatay hoooo…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary2.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
Hai Hai Hai Hai Dil Ki Baazi Laga
Hum Se Aankh Mila Mere Yaar Re Mere Yaar Re
Deewana Main Nahi Dil Ka Sauda Ho Tujhse Yeh Mushkil Hai
Kisiko Bhi De Du Dil Yeh Khilona Nahi Aakhir Yeh Dil Hai
Tauba Tauba Tauba Tauba Mujhko Hi Samjhe Ho Gair Piya
Tauba Tauba Mujhko Hi Samjhe Ho Gair Piya
Tere Liye Main Le Loon Duniya Se Bair Piya
Hai Hai Hai Hai Dil Ki Baazi Laga.....
"kaisay na karta usko main pyar, uski haseen main sukh thay hazaar, bichar gayay hum dukh ki hay baat"
loote koi mann ka nagar ban ke mera saathi
loote koi mann ka nagar ban ke mera saathi
kaun hai wo apnon mein kabhi aisa koi hota hai
ye to bara dokha hai..
loote koi mann ka nagar ban ke mera saathi
yehin pe kahin hai mere mann ka choor..
'ch'
Work like you don't need the money, Dance like no one's watching, Dream like you will live forever, Live like you are going to die tomorrow, and Love like it's never going to hurt...Always keep the faith :)
Chithi aayi hai, aayi hai, chithi aayi hai, Chithi aayi hai watan se chithi aayi hai
Bade dinon ke baad, hum be-watanon ko yaad
Bade dinon ke baad, hum be-watanon ko yaad, watan ki mitti aayi hai
Oopar mera naam likha hai, andar ye paigaam likha hai
O pardes ko jaane wale, laut ke phir na aane wale
Saat samandar paar gaya tu, humko jinda maar gaya tu
Khoon ke rishte taud gaya tu, aankh mein aansoo chod gaya tu
Kam khaate hain, kam sote hain, bahut zyada hum rote hain
Sooni ho gayin shehar ki galiyaan, kaante ban gayin baag ki kaliyaan
Kehte hain saawan ke jhoole, bhool gaya tu hum nahin bhule
Tere bin jab aayi deewali, deep nahin dil jale hain khali
Tere bin jab aayi holi, pichkari se chooto goli
Peepal suna, panghat suna, ghar shamshaan ka bana namuna
Fasal kati, aayi baisakhi, tera aana rah gaya baaki
Pehle jab tu khat likhta tha, kaagaz mein chehra dikhta tha
Band hua ye mail bhi ab to, khatam hua ye khel bhi ab to
Doli mein jab baithi behna, rasta dekh rahe they naina
Main to baap hun mera kya hai, teri maan ka haal bura hai
Teri biwi karti hai sewa, surat se lagti hai bewa
Tune paisa bahut kamaya, is paise ne des chudaya
Des paraya chod ke aaja, panchi pinjra tod ke aaja
Aaja umar bahut hai choti, apne ghar mein bhi hai roti
Chithi aayi hai, aayi hai, chithi aayi hai
Bade dinon ke baad, hum be-watanon ko yaad, watan ki mitti aayi hai
'h'
[This message has been edited by Nadia_H (edited September 06, 2001).]
Hai isi mein pyaar ki aabru
wo jafa karey main wafa karoon
Jo wafa bhi kaam na aa sakey
to wohi kahey ke main kya karoon.
'Ka'
continuing with "K"...
Junoon, Azadi
Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle
Khuda bande se khud poche bata teri raza kia he
Sitaron se age jahan aur bhi hen aur bhi hen
Abhi ishq ke Imtehan aur bhi hen aur bhi hen
Sitaron se age jahan aur bhi hen aur bhi hen
Abhi ishq ke Imtehan aur bhi hen aur bhi hen
Kudi ko kar buland itna ke hhar taqder se pehle
Khuda bande se khud poche bata teri raza kia he
Tu shaheen he Parvaz he kam tera kam tera
Tere samne Aasman aur bhi hen aur bhi hen
Tu shaheen he Basera kar Paharon ki chatano per
Tu shaheen he tu Shaheen he tu shaheen he
Khudi ko kar blund itna ke har taqder se pehle
Khuda bande se khud poche bata teri raza kia he
"Hai Jazba-e-Junoon, tho Himmat na haar! Justuju joh kurreh voh chueh Aasmaan!
ALI_R aap JUNOON kay fan lagte hain? JUNOON they r coming very soon to denmark for a concert
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
ok here u go starting with “hay” this time.
Humkoooooooo humeen say chura lo, dil mein kaheeeeen tum chhupa loooo
Hum akelayyyyy kho naa jaayaaain, door tumse ho naa jaayaaaain
Paas ayo galay say lagaa lo
paas ayo galay say lagaa lo
LC I am 110%. They might be coming to Austria aswell.
*likh diya apne dar *
likh diya apne dar pe kisee ne
"is jagah pyaar karna manaa hai
pyaar agar ho bhi jaaye kisee ko
iska izhaar karna manaa hai"
unki mahfil me.n jab koi jaaye
pahle nazare.n wo apni jhukaaye
wo sanam jo Khuda ban gaye hai
unka deedaar karna manaa hai
jaag uThenge to aahe.n bharenge
husn-waalo.n ko ruswaa karenge
so gaye.n hai.n jo furqat ke maare
unko be-daar karna manaa hai
hum ne kee arz, "E banda-parwar
kyo.n sitam Dhaa rahe ho ye hum par"
baat sun kar hamaari wo bole
"hum se taqraar karna manaa hai"
saamne jo khula hai jharokaa
khaana jaana kahi.n unka dhoka
abhi apne liye us galee me.n
shaukh-e-deedaar karna manaa hai
"kaisay na karta usko main pyar, uski haseen main sukh thay hazaar, bichar gayay hum dukh ki hay baat"
Huzoor
is qadar bhi na
itra ke chaliyay
khulay aam aanchal
na lehra ke chaliyay
Huzoor
is qadar bhi na
itra ke chaliyay...
"Ch"
If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...
Chal Chhaiyaan Chhaiyaan Chhaiyaan Chhaiyaan
Chal Chhaiyaan Chhaiyaan Chhaiyaan Chhaiyaan
Sar Ishq Ki Chhaon Chal Chhaiyaan Chhaiyaan
Paaon Janat Chale Chal Chhaiyaan Chhaiyaan
Woh Yaar Hai Jo Khushboo Ki Tarah
Jiski Zubaan Urdu Ki Tarah
Meri Shaam Raat Meri Kaynaat
Woh Yaar Mera Saiyaan Saiyaan
Chal Chhaiyaan…
Taabeez Banake Pehnu Use
Aayat Ki Tarah Miljaye Kahin
Gulposh Kabhi Itraye Kahin
Mehke To Nazar Aajaye Kahin
Woh Yaar Hai Jo Imaan Ki Tarah
Mera Nagma Wahi Mera Kalma Wahi
Yaar Misal-E-Aas Chale Firdaus Chale
Kabhi Daal Daal Kabhi Paat Paat
Maein Hawa Pe Dhoondun Uske Nishaan
Chal Chhaiyaan …
again “CH” i think
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
[This message has been edited by Lahori Cheetah (edited September 07, 2001).]
chalti hai purvaiye
chal hum bhi chaltay hein
punchiyon kay saath saath hum bhi nikaltay hein
jana humein us paaar
hum ko bulata hai pyaar
chalti hai purvaiya
Purani jeans or guitar,
Muhallay ki woh chat or meray yaar,
Woh raton ko jagna,
Subah ghar jana kood kay deewar,
Woh sigrat peena, gali may ja kay,
Woh karna danton ko ghari ghari saaf.
Pohonchna college hamesha late,
Woh kehna sir ka-get out from the class,
Woh bahar ja kay hamesha kehna,
yahan ka system hi hay kharab.
Woh ja kay canteen may table baja kay,
Woh ganay gana yaron kay saaath...
Bas yaden, yaden, yaden reh jati hain--
Kuch choti, choti baten reh jati hain..
Woh papa ka dantna,
Woh kehna mummi ka chorain ji aap,
Tumhey to bas nazar ata hai,
Jahan may betaa mera hi kharab
Woh dil may sochna kar kay kuch dikha dain,
Woh karna planning roz nai yaar
Larakpan ka woh pehla pyar,
Woh likhna haton pay A+R
Woh khirki say jhankna,
Woh likhna letter unhayn bar bar,
Woh deyna tohfay may sonay ki balian,
Woh laina doston say paisey udhaar..
Bas yaden, yaden, yaden.......
Aisa yadon ka mausam chala,
Bhoolta hi nahi dil mera,
Kahan meri jeans or guitar,
Muhallay ki woh chat or meray yaar...
"kaisay na karta usko main pyar, uski haseen main sukh thay hazaar, bichar gayay hum dukh ki hay baat"