Antaakshari XLIX

One of my all time favorite Lata song....

hamane dekhii hai in aaNkhon kii mahakatii khushabuu
haath se chhuuke ise rishton kaa ilzaam na do
sirf ehasaas hai ye ruuh se mahasuus karo
pyaar ko pyaar hii rahane do koii naam na do

pyaar koii bol nahiin, pyaar aavaaz nahiin
ek khaamoshii hai sunatii hai kahaa karatii hai
naa ye bujhatii hai naa rukatii hai naa Thaharii hai kahiin
nuur kii buuNd hai sadiyon se bahaa karatii hai
sirf ehasaas hai ye, ruuh se mahasuus karo
pyaar ko pyaar hii rahane do, koii naam naa do

muskaraahaT sii khilii rahatii hai aaNkhon men kahiin
aur palakon pe ujaale se chhupe rahate hain
honTh kuchh kahate nahiin, kaaNpate honThon pe magar
kitane khaamosh se afasaane ruke rahate hain
sirf ehasaas hai ye, ruuh se mahasuus karo
pyaar ko pyaar hii rahane do, koii naam naa do

Do pal ka ye jeevan hai
Kuch karna hai to kar guzro

Har lamha ik sapna hai
Kya jaaane apna ho na ho

Ghum ko hamesha muskura ke chupana
Hans ke hansa ke zindagi ko bitana

Urte hon, kahin jugnoon
Ke bethi titli kaheen
Dekho to hanseen hai ye
Na dekho to kuch bhi nahin

-

[This message has been edited by Destinee (edited October 09, 2001).]

nazar kay samnay, jigar kay paas
koi rehta hay, woh ho tum
nazar kay samnay jigar kay paas
koi rehta hay, woh ho tum
nazar kay samnay jigar kay paas

betabi kya hoti hay, poocho meray dil say
tanha tanha lota houn, mai to bhari mehfil say
mar na jaoun kahien, ho kay tum say juda
nazar kay samnay....

tanhayi jeenay na dai, bechaini tarpaye
tum ko mai na dekhoun to, dil mera ghabraye
ab mujhe chor kay, tu na jana kahien...

nazar kay samnay jigar kay paas
koi rehta hay, woh ho tum
nazar kay samnay, jigar kay paas
koi rehta hay, woh ho tum

"t"


xpect d unxpected<<

Tere Unchee SHaan Hai Maula, mere marzee maan lay maula, Too hai sab kuch gaan nay wala, main hon tera maann nay walaaa,
Mujh to bhe to lift karaday,
thode see to lift karaday,

Tere Unchee SHaan Hai Maula, mere marzee maan lay maula, Too hai sab kuch gaan nay wala, main hon tera maann nay walaaa,
Bangla motor; car deladay
aik nahin to chaar deladay,
Mujh ko airplane deladay,
Dunya bhar kee sair karaday,
Aisay kaison ko deya hai,
aisay waison ko deya hai,
Mujh ko bhe to lift karaday,
thode see to lift karadayyy,

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/cool.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/supercool.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smooth.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

Artist: Late NFAK

ye jo halka halka suroor hai
ye teri nazar ka kusoor hai
ke sharaab peena sikhaadiya

tere pyar ne, teri chaah ne,
teri behki behki nigaah ne
mujhe ek sharaabi banaadiya
sharaab kaisi, khumaar kaisa
ye sab tumaari nawaazishe.n hai

pilayi hai kis kadr se tu ne
ke mujh ko apni khabar nahee.n

sara jahaan mast, jahaan mast
in mast raat mast shaam mast
must sheesha mast sub mast jaam mast
hai teri must se har khaas-o-aam must
saqi, har tarah ki
teri mai-khaane me.n hai
woh bhi thodi si, jo in ankho.n ke
paimaane mein hai

sab samajh ta hoo.n

tera pyar hai meri zindagi, bus meri zindagi tera pyar hai

na namaaz aati mujhko na wudu aata hai
sajdah karleta hoo.n jub saamne tu aata hai
me.n adal se banda-e-ishq hoo.n
mujhe zohr-o-kufr ka Gum nahee.n
mere sar ko dar tera mil gaya
mujhe ab talaashe.n haram nahee.n
meri bandagi hai woh bandagi
jo haram nahee.n
mera ik nazar tume dekhna
zakhm nahee.n

bus meri zindagi tera pyar hai
tera pyar hai meri zindagi, teri yaad hai meri bandagi
jo teri khushi wo meri khushi yeh mere junoon ka hai modsa
jahaa.n apne sar ko jhukaadiya wahaa.n maine kaabah bana diya

mere baad kisko sataa'oge

maine unke saamne awwal ka khanjar rakhdiya
phir kaleeja rakhdiya, dil rakhdiya, sar rakhdiya
aur arz kiya ke ab mere bad kisko sataa'oge

dil-jalo.n se dillagi achchi nahee.n
ronewaalo.n se ha.nsi achchi nahee.n
dillagi hi dillagi me.n dil gaya
mera dil gaya, dil gaya, dil gaya

meri tarah khuda kare tera kisee pe aaye dil
tu bhi kaleja thaam ke kahta phire ke "hai dil"
dillagi hi dillagi mein dil gaya
dil-lagane ka nateeja milgaya
mein to rota hoo.n ki mera dil gaya
tum kyon hastee ho tume kya milgaya

mujhe kis tarah se'oge
kahaa.n jaake teer chalaa'oge
meri dosti kee balaa'e.n lo
mujhe haath uThaakar dua'e.n do
tume ek qaatil bana diya
mujhe dekho khwaaish-e-jaan-e-jaan
me.n wohi hoo.n anwar-e-
tume itna hosh tha kab kahaa.n
na chalaa'o is tarah tum zubaan
karo mera shukriya meherbaan
tume baat karna sikhaadiya


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

Ajnabee mujh ko itna bata
dill mera kyun preshan ha
kitni bholi ha tu
kitni nadan ha
dill ki baaton se tu anjan ha
Ajnabee mujh ko itna bata
dill mera kyun preshan ha

**pata nahin shih likha ya ghalat…hopfeully kisi se dant nahin paray gy

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

**


~Live With Dignity, Respect Humanity~

hum tumhein chaahtay hain aisay
hum tumhein chaahtay hain aisay
marne wala...marne wala
zindagi chahta ho jaisay..
marne wala zindagi chahta ho jaisay...
hum tumhein chaahtay hain aisay..

'a'

aaj kal teray mere pyaar ke charchay har zubaan par
sub ko maalum hay aur sab ko khabar ho gai...

"G"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

Guzray Zamaney Waley, Artist: Vital Signs

Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho
Sajna ko dekh key nazarey jhukaney waley
Gohray hojaney waley ho
Kharey kharey raastey mein thuk thuk janey waley neer bhaney waley ho
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho.

Kali kali zulfoun mein surkh paranda hooo haaiii
Goray goray baazoun ko churiyoun sey banda hoo
Kali kali zulfoun mein surkh paranda hooo haaiii
Goray goray baazoun ko churiyoun sey banda hoo haaai
Bhuree Bhuree ankhioun mein kala kala kajra, kala kala kajra
Chandi kee kalaeyan mein khila khila gajra khila khila gajra
Chanda jaisa chehra sunhana aur sajra, suhana aur sajra hoooo
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho

Aapnee sharum kee karey rakhwalee wo
Sajna kee yaad mein marjaney walee ho
Aapnee sharum kee karey rakhwalee woooa
Sajna kee yaad mein marjaney walee hoo haaaaaiii
Pani bharney kowein pey miley jo kuwareyan, miley jo kuwareyan haai
Bheegee bheegee ankhioun sey suney wo bechariyan suney bechariyan haaai
Eik duserey kee karein khoub razdariyan,khoub razdariyan haaai
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho
Sajna ko dekh key nazarey jhukaney waley
Gohrey hojaney waley ho
Kharey kharey raastey mein thuk thuk janey waley neer bhaney waley ho
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho.


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

from AKS

Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin

[This message has been edited by Lahori Cheetah (edited October 09, 2001).]

new thread

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif